Video of this song from youtube
Advertisement
Hardam Rahe Tu More Sang Me
Lyrics of Hardam Rahe Tu More Sang Me
hardam rahe tu more sang me
ab tan man rang liya tore rang me
ab tan man rang liya tore rang me
hardam rahe tu more sang me
jaha tum wahi hum hoge sang me
jaha tum wahi hum hoge sang me
ab tere mere bandh gye praan sang me
hardam rahe tu more sang me
ab tan man rang liya tore rang me
hardam rahe tu more sang me

bha gayi piya
teri payari chhabhi
tera mil gya hath to mili dunia sabhi
aaj na teri ho gayi meri
lag ja oh chadini tu gale se kabhi
hardam rahe tu more sang me

pyara nahi koi tujhse hume
tum maago agar jaan bhi dege tumhe
magna hai ab sath tumhe
sab jiye hum aur hum mare sang me
hardam rahe tu more sang me
ab tan man rang liya tore rang me
hardam rahe tu more sang me

lyrics of song Hardam Rahe Tu More Sang Me
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement