Video of this song from youtube
Hare Kanch Ki Chuddiyan - हरे कांच की चूड़ियाँ
Lyrics of Hare Kanch Ki Chuddiyan - हरे कांच की चूड़ियाँ
ye hare kanch ki chudiya, ye hare kaanch ki chudiya
pehani tere naam ki, radha ho gayi shaam ki
bole payal bole kangana, jana hai piya ke anagana

jana hai piya ke anagana

ye hare kanch ki chudiya, ye hare kaanch ki chudiya
pehani tere naam ki, radha ho gayi shaam ki
pehani tere naam ki, radha ho gayi shaam ki
ye hare kaanch ki chudiya
pehani tere naam ki, radha ho gayi shaam ki
aisi lagan lagi hai ab na fikrr koyi anjaam ki

dil toh ik darpan hai darpan darpan darpan
darpan me tu hi hai sajan sajan sajan
meri aankho me tu, meri nindo me tu
mere khwabo me tu, meri yaado me tu
aisi lagan lagi hai ab na fikrr koyi anjaam ki
pehani tere naam ki, radha ho gayi shaam ki
pehani tere naam ki, radha ho gayi shaam ki
ye hare kanch ki chudiya, ye hare kanch ki chudiya

betabiyo ka hai aalam aalam aalam
tujhako hi sochu mai hardam hardam hardam
jindagani meri sirf tere liye
tu bana tu bana sirf mere liye
aisi lagan lagi hai ab na fikrr koyi anjaam ki
pehani tere naam ki, radha ho gayi shaam ki
pehani tere naam ki, radha ho gayi shaam ki
ye hare kanch ki chudiya, ye hare kanch ki chudiya
pehani tere naam ki, radha ho gayi shaam ki
pehani tere naam ki, radha ho gayi shaam ki
pehani tere naam ki, radha ho gayi shaam ki
pehani tere naam ki, radha ho gayi shaam ki
lyrics of song Hare Kanch Ki Chuddiyan
Comments on song "Hare Kanch Ki Chuddiyan"
angel jackson on Friday, November 16, 2012
can you plz make the lyrics???? itz a great song!
raaz24123 on Saturday, March 24, 2012
song is so buityfull ameging song
TEJRAM DEWANGAN on Friday, October 23, 2015
its 2 good amazing.
Jayashri Mandal on Friday, May 11, 2012
ameging song.
Shiv Singh on Sunday, March 22, 2015
Great song. .
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films