Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
1.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Lyrics of Haseeno Ki Nigaahon Mein - हसीनों की निगाहों में
haseeno ki nigaaho mein khoya khoya sa hu main
gori gori baaho mein soya soya sa hu main
haseeno ki nigaaho mein khoya khoya sa hu main
gori gori baaho mein soya soya sa hu main

ho tere aanchal ke hawao tale din raat
main aahe bharata hu
tere husn ko dekha ke main
roj shararat karta hu
ho tere aanchal ke hawaao tale din raat
main aahe bharata hu
tere andaaz ko dekhake main
roj sharaarat karta hu
mohabbat ki raho mein dhundta hu tujhe main aksar
aap jo na mile to aur bhi hai yaha hamsafar
haseeno ki nigaaho mein khoya khoya sa hu main
gori gori baaho mein soya soya sa hu main

ho ik pal mein ha ik pal mein na
tere samane hai mera sara jaha
tere gaal gulaabi honth sharabi
jalawo ne tere madhosh kiya
ik pal mein ha ik pal mein na
tere samane hai mera sara jaha
tere gaal gulaabi honth sharabi
jalawo ne tere madhosh kiya
meri deewaanagi kaha chalate chalate kaha aa phansi
kabhi yaha kabhi waha yahi hai mere dil ki bebasi
haseeno ki nigaho mein khoya khoya sa hu main
gori gori baho mein soya soya sa hu main
mohabbat ki raho mein dhundta hu tujhe main aksar
aap jo na mile to aur bhi hai yaha hamsafar

ho tere aanchal ke hawao tale din raat
main aahe bharata hu
tere husn ko dekhke main roj sharart karata hu
ik pal mein ha ik pal mein na
tere saamane hai mera saara jaha
tere gaal gulaabi honth sharabi
jalawo ne tere madhosh kiya
tere aanchal ke hawao tale din raat
main aahe bharta hu
tere husn ko dekhke main roj shararat karta hu
ik pal mein ha ik pal mein na
tere saamane hai mera saara jaha
tere gaal gulaabi honth sharabi
jalawo ne tere madhosh kiya
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Raghav Sahcar - Charming Lootera (2009)
Raghav Sachar
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type