Video of this song from youtube
Advertisement
Hasino Ki Yeh Shaam Hai - हसीनो की ये शाम है
SingerKishore Kumar
Music byR D Burman
LyricistMajrooh Sultanpuri
Actor
Category
MovieAan Aur Shaan (1984)
Lyrics of Hasino Ki Yeh Shaam Hai - हसीनो की ये शाम है
hasino ki ye sham hai hey hasin koi baat chale
savere tak aaj to hey suhani mulakat chale
kehte hai ye jindagi sapna hai ik sham ka

to ye sapna kyun na ho tere mere nam ka
ha bujhe dil ki pyas aj isi chanv tale

jiske itne rang ho wo matwala kaun hai
jiske itne rang ho wo matwala kaun hai
hamse badhakar aj to kismatwala kaun hai
jhumke apne sath din chale rat chale

Comments on song "Hasino Ki Yeh Shaam Hai"
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement

rare RD Burman and Kishore combination