Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.47 - 19 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Hawa Na Ye Paigham Kaisa Diya - हवा ने ये पैगाम कैसा दिया है
hawa ne ye paigam kaisa diya hai
hawa ne ye paigam kaisa diya hai
har aahat par laga tu aa raha hai
hawa ne ye paigam kaisa diya hai
har aahat par laga tu aa raha hai
hawa ne ye paigam kaisa diya hai

mujhe to yakin hai inhi vadiyo se
mere yaar tu mujhko aawaj dega
na todega mera barosha kabhi bhi
mujhe aa ke baho me tu tham lega
tune na jane kaisa jadu kiya hai
tune na jane kaisa jadu kiya hai
har aahat par laga tu aa raha hai
hawa ne ye paigam kaisa diya hai

tadap mere dil ki kisi modd pe bhi tujhe ek pal bhi
chain lene na degi uthegi sada jo meri dhadkano se
meri bekarari vo tujhse kahegi
kuch is tarah se mera dhadka jiya hai
kuch is tarah se mera dhadka jiya hai
har aahat par laga tu aa raha hai
hawa ne ye paigam kaisa diya hai
lyrics of song Hawa Na Ye Paigham Kaisa Diya
Comments on song "Hawa Na Ye Paigham Kaisa Diya"
chandjaisaylarkay on Monday, July 30, 2012
wah alka wah alka jab kahti hay hawa nain yeh paigham kaisa dia hay to jism
main thand ki lahrain daur jaati hain kia rawani hay alka ki awaz main aisi
rawani say kahti hay hawa nain yeh paigham kaisa dia hay kah boht shadeed
baybasi mahsoos hoti hay awaz hay kah hath say phisalti jaati hay ar hum
rok nahin saktay yehi haal i am sure alka ka bhi hoga woh khud bhi apni
awaz ki rawani pay mazay laiti hogi woh khud bhi baaz aukaat roknay ki
koshish karti hay darmian main magar kamiab nahin hoti
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer Video Links
Rang (2012)
Abhijeet, Sarika Kapoor, Babul Supriyo, Udit Narayan, Shreya Ghoshal, Sonu Nigam, Sonu Nigam, Jaspinder NarulaSameerNadeem ShravanRang at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type