Lyrics of Haye Jiya Mora Chahka Ek Jhatke Me Behka - हाय जिया मोरा चहका एक झटके में बहका
haye jiya mora chahka
ek jhatke me bahka
haye bhang ke nashe me
laga ishq ka chaska
kabhi adhi kabi pauwa
kabhi gori kabhi kawua
kabhi rediyo kabhi mauwa
kabhi rabdi kabhi maska
haye mithi mithi vani
chamkat ganga ka pani
maya lok me bhatka
mora manva lubha
oye gori ghunghat tane
haye laj sharam ke mare
shiv ki nagariya rama kitni mahan
kabhi adhi kabi pauwa
kabhi gori kabhi kauwa
kabhi rediyo kabhi mauwa
kabhi rabdi kabhi maska