Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Hazaro Khwahishe Aisi Ki - हज़ारों ख्वाहिशें ऐसी की
hazaaro khwahishe aisi ki
har khwahish pe dum nikle
bahut nikle mere arman
lekin phir bhi kam nikle
nikalna khurd se aadam ka sunte aaye hai lekin
bahut beaabru hokar tere kuche se hum nikle

mohabbat me nahi hai fark jeene aur marne ka
mohabbat me nahi hai fark jeene aur marne ka
usi ko dekhkar jeete hai
jis kaafir pe dum nikle
usi ko dekhkar jeete hai
jis kaafir pe dum nikle
hazaaro khwahishe aisi ki
har khwahish pe dum nikle
bahut nikle mere arman
lekin phir bhi kam nikle

khuda ke vaaste parda na kabili se utha zalim
khuda ke vaaste parda na kabili se utha zalim
kahin aisa na ho yaha bhi wahi kaafir sanam nikle

kahan maikhane ka darwaza galib aur kahan mayiz
kahan maikhane ka darwaza galib aur kahan mayiz
par itna jaante hai kal wo jata tha ke gham nikle
hazaaro khwahishe aisi ki
har khwahish pe dum nikle
bahut nikle mere arman
lekin phir bhi kam nikle
lyrics of song Hazaro Khwahishe Aisi Ki
Comments on song "Hazaro Khwahishe Aisi Ki"
gamelover420 on Monday, June 08, 2015
Can someone please tell me what exactly Mirza Ghaleb meant by saying khoda
ke wasete parda na kabay se ota zalem kahe aisa naho yaha be wahe kafir
sanam neklay? 
meenadeem on Thursday, May 23, 2013
Bahout khoob..dil ko kheech leti hain..
HARI KISHAN Sharma on Saturday, July 25, 2015
Jiyo Jagjit Ji,Jiyo jahan par bhi ho
Huda Noor on Monday, October 26, 2015
bohat nikay mery arman
tawakkal on Tuesday, September 23, 2014
kya baat hai 
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Ghayal (1951)
Sheikh Mukhtar, Geeta Bali, Ram Singh, Jawahar Kaul, Sulochana Chatterjee, Yashwant, Nand KishoreAmirbai Karnataki, Geeta Dutt, G M Durrani, BholaP L Santoshi, Mirza GalibGyan DuttRamchandra ThakurGhayal at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type