Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.67 - 3 votes
Ghazals
Video of this song from youtube
Lyrics of Hazaro Khwahishein Aise - हजारों ख्वाहिशें ऐसी के हर ख्वाइश पे दम निकले
hazaro khwahishe aisi ke har khwaish pe dam nikle
hazaro khwahishe aisi ke har khwaish pe dam nikle
bahut nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle
hazaro khwahishe aisi

nikalna khud se aadam ko sunte aaye the lekin
nikalna khud se aadam ko sunte aaye the lekin
bahut beaabroo hokar tere kuche se hum nikle
hazaro khwahishe aisi ke har khwaish pe dam nikle
hazaro khwahishe aisi

mohabbat mein nahi hain fark jeene aur marne ka
mohabbat mein nahi hain fark jeene aur marne ka
usi ko dekhkar jis kaafir pe dam nikle
hazaro khwahishe aisi ke har khwaish pe dam nikle
hazaro khwahishe aisi

kaha mahkhane ka darwaja gaalib aur kaha waaiz
kaha mahkhane ka darwaja gaalib aur kaha waaiz
par itna jaante hain kal wo chahta tha ke hum nikle
hazaro khwahishe aisi ke har khwaish pe dam nikle
hazaro khwahishe aisi
lyrics of song Hazaro Khwahishein Aise
Comments on song "Hazaro Khwahishein Aise"
Sangita Sharma on Sunday, September 28, 2014
Melodious voice
Sangita Sharma on Sunday, September 28, 2014
Nice feeling
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Lata Sings Ghalib & Other Ghazals (1999)
Lata MangeshkarKhalish Dehlvi, Mirza Ghalib, Wajid Ali Shah, Abhilash, Shakeel BadayuniK Mahavir, Faiyyaz Shoukat, Hridaynath Mangeshkar
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type