Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Hey Baabu Yeh Hai Jamaana Tera
4.58 - 24 votes
Kishore Kumar, Bhagwan
Video of this song from youtube
Lyrics of Hey Baabu Yeh Hai Jamaana Tera - ए बाबू ये है ज़माना तेरा
aye baabu yeh hai jamaana tera
aye baabu yeh hai jamaana tera
hey baabu ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag
aye baabu yeh hai jamaana tera
aye baabu yeh hai jamaana tera
hey baabu ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag
aye baabu yeh hai jamaana tera
aye baabu yeh hai jamaana tera, aye baabu

nahi hai dard waali garaj se matwaali duniya
phir bhi dekho toh baabu pyaar se nahi hai khaali duniya
nahi hai dard waali garaj se matwaali duniya
phir bhi dekho toh baabu pyaar se nahi hai khaali duniya
sun pyaare, kaho pyaare, matwaale
ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag
aye baabu yeh hai jamaana tera
aye baabu yeh hai jamaana tera, aye baabu
ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag
aye baabu yeh hai jamaana tera
aye baabu yeh hai jamaana tera, aye baabu

nahi kuchh mushkil itna laga ke dil sun le
tera gulzaar hai yeh teri hi bahaar kali chun le

aye keshu yeh hai jamaana tera, aye keshu
ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag
aye bhagu yeh hai jamaana tera
aye bhagu yeh hai jamaana tera, aye baabu

kaahe tu jale hai tere kadmo tale hai teri manjil
chhed de tarana hai yeh saara hi zamana teri mehfil
kaahe tu jale hai tere kadmo tale hai teri manjil
chhed de tarana hai yeh saara hi zamana teri mehfil
sun pyaare, kaho pyaare, matwaale
ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag
aye baabu yeh hai jamaana tera
aye baabu yeh hai jamaana tera, aye baabu
ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag
aye baabu yeh hai jamaana tera
aye baabu yeh hai jamaana tera, aye baabu
lyrics of song Hey Baabu Yeh Hai Jamaana Tera
Comments on song "Hey Baabu Yeh Hai Jamaana Tera"
amscia on Saturday, July 24, 2010
I had seen this movie when I was a very young boy and i remember that I
used to like this song very much then also
123456romi on Monday, March 15, 2010
such a beautiful composition.sounds gr8 in all languages awesome
PRADIP GUPTA on Wednesday, January 14, 2015
lilting music
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Bhagam Bhag (1956)
Kishore Kumar, Kumkum, Bhagwan, Tiwari, Smriti Biswas, Badri Prasad, ShashikalaAsha Bhosle, Geeta Dutt, Kishore Kumar, Mohammed RafiMajrooh SultanpuriO.P. NayyarBhawanBhagam Bhag at IMDB      Bhagam Bhag at YouTube     |    Bhagam Bhag at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type