Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes
Religious Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Hey Deva Hey Deva Jai Jai Ganpati Deva - हे देवा हे देवा जय जय गणपति देवा
he deva he deva hum aaye dwar tumhare
sankat me pran hamare
parbhu sankat aaj haro hum par itni daya karo
jai jai ganpati deva hum kare tumhari sewa
jai jai ganpati deva hum kare tumhari sewa
he deva he deva

sabse pratham tumhara pujan
hota mangal kaari hota magal kaari
gajanand anand pand tum ho sabke hitkari
tum ho sabke hitkari
jab jab vighan pade bhakto par
tumne laaz bachai tumne laaz bachai
koi pujarin tere dwar se khali hath na aayi
he deva he deva

darsh bina vyakul hai jiyra pyase pyase naina
pyase pyase naina
raah nihar nihar thaki hu din bine na raina
he falnayak sidhik vinayak
ab to darsh kara do ab to darsh kara do
mere man ke manmohan ab to aaj mila do
he deva he deva hum aaye dwar tumhare
sankat me pran hamare
parbhu sankat aaj haro hum par itni daya karo

hum to bhole bhale man ki bigdi baat bana do
bigdi baat bana do tum jag ke palak ho hamko
jag ninda se bacha do jag ninda se bacha do
agar hamari bhakti sachi apni shakti dikha do
apni shakti dikha do
jo kalank hum pe laga hai ab wo kalank mita do
ab wo kalank mita do ab wo kalank mita do
ab wo kalank mita do ab wo kalank mita do
mita do mita do mita do
lyrics of song Hey Deva Hey Deva Jai Jai Ganpati Deva
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Jai Dwarkadheesh (1977)
Ashish Kumar, Kanan Kaushal, Ramesh Deo, B M Vyas, Bharat Bhushan, Jairaj, SalujaDilraj Kaur, Anuradha Paudwal, Mahendra Kapoor, Suman Kalyanpur, Bharat VyasAjay SwamiSushil Kumar GuptaJai Dwarkadheesh at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type