Video of this song from youtube
Hey Fikar - 1 - हे फिकर -1
Lyrics of Hey Fikar - 1 - हे फिकर -1
hey fikar kyu meri tu fikar karey?
sunn aye darr kyu peechhe peechhe tu chaley?
chhorh ke kal ki gali main naye raste chali
dhoondne duniya nayi aahatein, hain nayi….
hey nazar kyu mujh pe tu nazar rakhey?
sunn zubaa kyu mujh se tu khafa rahey?
maine khud ko rokna apna sach na bolna
chhorh daala tokna aaadatein, hain nayi…
main jo hui nayi toh zindagi ye saari nayi hui
main jo hui nayi lo zindagi se yaari nayi hui
mann mein apne jhaank ke aankh milaa ke aankh se
dekhna hai aaj se himmatein, hain nayi

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films