Video of this song from youtube
Advertisement
He Jag Palak Srishti Ke Maalik - हे जग पालक श्रृष्टि के मालिक
Lyrics of He Jag Palak Srishti Ke Maalik - हे जग पालक श्रृष्टि के मालिक
jai jai krishan kanhaiya, kanhaiya krishan kanhaiya
jai jai krishan kanhaiya
rasa rachiya o balram ke bhaiya
naag nachiya raas rachiya
paar laga do naiya

o hey jag palak shristhi ke maalik
hey jag palak shristhi ke maalik
vinti meri swikar karo
hey jag palak shristhi ke maalik
hey jag palak shristhi ke maalik
vinti meri swikar karo
dedo sharan apne charnan me
mujh pe ye upkar karo
o hey jag palak shristhi ke maalik

bhatak gaye hai apne path se ho
bhatak gaye hai apne path se
aake raah dikhao, raah dikhao
aake raah dikhao
tum apne ho apne jaan ke apne
apne gale lagao
apne gale lagao, apne gale lagao
man ko aatam shakti dekar
man ko aatam shakti dekar
mera bhi udhar karo
hey jag palak shristhi ke maalik
hey jag palak shristhi ke maalik
jai jai krishan kanhaiya, kanhaiya krishan kanhaiya
jai jai krishan kanhaiya, kanhaiya krishan kanhaiya
jai jai krishan kanhaiya, kanhaiya krishan kanhaiya
lyrics of song He Jag Palak Srishti Ke Maalik
Comments on song "He Jag Palak Srishti Ke Maalik"
VK malik on Saturday, August 23, 2014
aake raah dikhao. WELL HE HAS ALREADY DONE IT THROUGH BHAGWAT GEETA
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement