Lyrics of Himmat Kare Insan To Kya Ho Nahi Sakta - हिम्मत करे इंसान तो क्या हो नहीं सकता
himmat kare insan
himmat kare insan to kya ho nahi sakta
ye jan le nadan to kya ho nahi sakta
himmat kare insan to kya ho nahi sakta
ye jan le nadan to kya ho nahi sakta
himmat kare insan
karti hai jise galiyo me badnam ye dunia
kahti hai jise hasrate nakam ye dunia
ban jaye wo armna to kya ho nahi sakta
ye jan le nadan to kya ho nahi sakta
himmat nare insan to kya ho nahi sakta
ye jan le nadan to kya ho nahi sakta
himmat kare insan
shikwe buri kismat ke hai bujdil ke bahane
tinke ki tarah tujhko uda dala hawa ne
ban jaye tu kaptan to kya ho nahi sakta
ye jan le nadan to kya ho nahi sakta
himmat nare insan to kya ho nahi sakta
ye jan le nadan to kya ho nahi sakta
himmat kare insan
wo jo aag se darte hai anjan hai kitne
ye kam muskil hai to asan hai kitne
ye raz tu le jaye to kya ho nahi sakta
ye jan le nadan to kya ho nahi sakta
himmat nare insan to kya ho nahi sakta
ye jan le nadan to kya ho nahi sakta
himmat kare insan
Himatt Kare Insaan Tou Kaya Ho Nahin Sakta - M-Rafi- (Solo)- Movie-
(HIMATT-1970)- Lyrics- Aanand Bakshi- Music- Laxmikant-Pyarelal &
Picturised On "Background" Sidhu00 Ji Kaya Ghazab Ka Message Liye Huye Yeh
Geet Rafi Sahib Ne Hum Sun,nay Waloon Ke Liye Yaadgaar Chhoda Hai, Aap Ke
Mashkoor Hain Ke Aap Ne Hum Rafian,s Ke Liye Isse Upload Kar Diya-Thanx-
Waheed-03005127131.