Video of this song from youtube
Average Rating : 4.69
Total Vote(s) : 35
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Ho Saath Agar Pahlu Me Ek Mast-Ae-Sabab - हो साथ अगर पहलू में एक मस्त-ए-शबाब
ho saath agar pahalu me ek mast-e-shabaab
ek jaam ho aur haath me shero ki qitaab
ek saaz ho aur saaz pe gaati ho hasinaa
ban jaae ye viraanaa bahaaro kaa javaab

madave tale garib ke do phul khil rahe hai
ae raat tu na jaanaa ai chaand tu na jaanaa
ye naubahaar chupake se dekho
nazare na tum milaanaa
madave tale garib ke do phul khil rahe hai

mausam-e-ishq hai zaraa hosh sambhaal
haasil tujhe mahabub hai armaan nekaal
kuchh baat to karale nahi kal ki khabar
kya hai gam-e-duniyaa use khaaq me daal
kya hai gam-e-duniyaa use khaaq me daal
madave tale garib ke do phul khil rahe hai
madave tale garib ke do phul khil rahe hai

ae raat tu na jaanaa ai chaand tu na jaanaa
ye naubahaar chupake se dekho
nazare na tum milaanaa
madave tale garib ke do phul khil rahe hai
madave tale garib ke do phul khil rahe hai

ho saath agar pahalu me ek mast-e-shabaab
ek jaam ho aur haath me shero ki qitaab
ek saaz ho aur saaz pe gaati ho hasinaa
ban jaae ye viraanaa bahaaro kaa javaab
ban jaae ye viraanaa bahaaro kaa javaab
madave tale garib ke do phul khil rahe hai
madave tale garib ke do phul khil rahe hai
ae raat tu na jaanaa ai chaand tu na jaanaa
ye naubahaar chupake se dekho
nazare na tum milaanaa
madave tale garib ke do phul khil rahe hai
lyrics of song Ho Saath Agar Pahlu Me Ek Mast-Ae-Sabab
Comments on song "Ho Saath Agar Pahlu Me Ek Mast-Ae-Sabab"
Janardan Murhekar on Wednesday, April 15, 2015
हो साथ अगर पहलू में इक मस्त-ए-शबाब
इक जाम हो और हाथ मे शेरों की किताब
इक साज हो और साज पे गाती हो हसीना
बन जाये ये वीराना बहारों का जवाब ---हसरत जी

Here with a Loaf of Bread beneath the Bough,
A Flask of Wine, a Book of Verse - and Thou
Beside me singing in the Wilderness -
And Wilderness is Paradise now.----Omar Khayyam
mastkalandr on Monday, March 26, 2012
Friend ! you are most welcome..thanks for sharing my small tribute to the
forgotten music talents.. Every song of C H Atma has its own quality
despite that I would like to say that this song is my most favorite. since
my childhood i used to listen this song .. Once again thanks my dear friend
Rk ! for appreciation,liking n nice comments
Rajendra Oza on Saturday, March 24, 2012
What a superb composition by Ramlal ji and an awesome rendition by C H Atma
ji ! Very meaningful lyrics by Hasrat sahab too. Thank you so much my dear
friend Uday ji for this classic, nostalgic upload along with accurate
lyrics and very informative write up regarding C H Atma ji and Ramlal ji.
Regards, "RK"
Indu Puri on Wednesday, September 11, 2013
sun rhi hun...ek jaam ho aur hath me she'ro ki kitaab ek saaz ho aur
saaz pe gaati ho hseena bn jaye ye viraana bahaaro ka jwaab mndve tle
gareeb do phool khil rhe hain..waah! kya khoob lyrics hai.mn
khush ho gya .
gopal sinha on Thursday, November 28, 2013
शायरी के संग आत्मा की गायकी भी मन को छू लेनेवाली है़़बिल्कुल एकअनुभव से
गुजरने की तरह.!
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Geet Gaaya Pattharon Ne (1964)
Jeetendra, Rajshree, Nana Palsikar, Surendra Bharati, C M Atma, BablooAsha Bhosle, C H Atma, Kishori Amonkar, Mahendra KapoorHasrat JaipuriRamlalV ShantaramV ShantaramGeet Gaaya Pattharon Ne at IMDB      Geet Gaaya Pattharon Ne at WikipediaGeet Gaaya Pattharon Ne at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type