Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.75 - 16 votes
Religious Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Hua Ram Ka Janm Badhai Tribhuvan Gata Ha - हुआ राम का जन्म बधाई त्रिभुवन गाता है
hua ram ka janam badhai tribhuvan gata hai
gagan kaliya barsata hai
hua ram ka janam badhai
tribhuvan gata hai gagan kaliya barsata hai

dware gunj rahi shehnayi
ghar aangan me shobha chai
aayi ghadi suhani aayi koi guthta haar haar ki
koi sajata hai gagan kaliya barsata hai
hua ram ka janam badhai
tribhuvan gata hai gagan kaliya barsata hai

maiya jhula rahi hai jhulna
ghar aaye chanda se lalna
phulo se bhi sundar palna
danvir balbir thal bhar tal lutata hai
gagan kaliya barsata hai
hua ram ka janam badhai
tribhuvan gata hai gagan kaliya barsata hai

sakhiya aangan ko kurati
pure ghar me dip jalati
hil mil mangal git gati
hil mil mangal git gati
raghukul me kuldeepak haye man lahrata hai
gagan kaliya barsata hai
hua ram ka janam badhai
tribhuvan gata hai gagan kaliya barsata hai
lyrics of song Hua Ram Ka Janm Badhai Tribhuvan Gata Ha
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Ram Janma (1951)
Trilok Kapoor, Nirupa Roy, Veema, Shobhna SamarthGeeta Dutt, Asha Bhosle, Badrinath VyasRamesh GuptaAvinash VyasRam Janma at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type