Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Hua Sawera, Aur Sare Jag Ne Khushi Ka Gana Gaya - हो हो हुआ सवेरा हुआ सवेरा
ho ho hua sawera hua sawera
ho ho hua sawera hua sawera
hua sawera saare jag ne
khushi ka gaana gaaya
hua sawera saare jag ne
khushi ka gaana gaaya ha
khushi ka gaana gaaya
man apna bahalaya

wo mela jane wala haye
ab tak ghar na aaya
wo mela jane wala haye
ab tak ghar na aaya
ab tak ghar na aaya
ab tak ghar na aaya
hua sawera saare jag ne
khushi ka gaana gaaya ha
khushi ka gaana gaaya
hua sawera saare jag ne
khushi ka gaana gaaya ha
khushi ka gaana gaaya
man apna bahalaya
man apna bahalaya

ho thumak thumak kar chali
dhobaniya ghat pe kapde dhone
ghat pe kapde dhone
ho thumak thumak kar chali
dhobaniya ghat pe kapde dhone
ghat pe kapde dhone
chal anokhi dekh ke uski
man mora lalchaya
chal anokhi dekh ke uski
man mora lalchaya
khushi ka gaana gaaya ha
khushi ka gaana gaaya
ro ke dekha hans ke dekha
fir bhi chain na aaye
fir bhi chain na aaye
jap ke dekha jaap ye man ka
fir bhi khed na paya
lyrics of song Hua Sawera, Aur Sare Jag Ne Khushi Ka Gana Gaya
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Dil Ki Duniya (1949)
Mazhar Khan, Geeta Bali, Madan Puri, Agha, Munawar Sultana, Jairaj, JaswantShamshad Begum, Khan Mastana, Mohantara Talpade, RajkumariZia SarhadiGovind RamMazhar KhanDil Ki Duniya at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type