Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 8 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Hum Aur Tum (Durga) - हम और तुम जाने कब कैसे
hum aur tum jane kab kaise
aaye pyar me itne karib
humne tumko maan liya hai
jaanam apna nasib
aaja o aaja
tere bin jeena to saza hai
aaja aaja, aaja aaja
tere bin jeena to saza hai
aaja aaja

hum aur tum jane kab kaise
aaye pyar me itne karib
humne tumko maan liya hai
jaanam apna nasib

tumne humko pyar sikhaya
jeene ka matlab samjhaya
pyar me rona hansna sikhaya
dil me rahe aur tadpaya
sajni aise ab na satao
dil ki dhadkan yu na badhao
har pal tu mere sath rahe
saanse kahti hai aaja
karwat raato ko main badlu
taaro ki chhya aaja
aaja aaja aaja
tere bin jeena to saza hai
aaja aaja
o hum aur tum jane kab kaise
aaye pyar me itne karib

tumse mile to humne jana
pyar jaruri kitna hai
khud khokar pana kisi ko
pyar ka kissa kitna hai
bin tere mera jivan adhura
pura kar de aa bhi ja
dil se ye dil kya kahta hai
dilbar tu sunle aaja
ha tu hai mohabbat
teri jarurat dil ko dilbar aaja
aaja aaja aaja
tere bin jeena to saza hai
aaja aaja
lyrics of song Hum Aur Tum (Durga)
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Durga (2002)
J. D. Chakravarthy, Snehal Dhabi, Sayaji Shinde, Anjan Srivastava, Priyanka, Jaya PrakashShaan, Sadhna Sargam, Sonu Nigam, Hema Sardesai, KK, Hariharan, Udit Narayan, Jaspinder NarulaSandeep ChowtaJ. D. ChakravarthyJ. D. ChakravarthyDurga at IMDB      Durga at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type