Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.50 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Hum Dil Hi Apna Haar Gaye - हम दिल ही अपना हार गये
ham dil hi apna haar gaye
ham dil hi apna haar gaye
ek aisi nazariya maar gaye
ek aisi nazariya maar gaye
ho sajanawa harjai, balamua harjai
sajanawa harjai hain

hontho par halki si hansi hain
kajre ke hain dhang naye
kajre ke hain dhang naye
hontho par halki si hansi hain
kajre ke hain dhang naye
kajre ke hain dhang naye
jaise koi man me chhup ke
gaye mithe nagme
jaise koi man me chhup ke
gaye mithe nagme
ho koyal mithi kunk sunakar
yaad tumhari layi
sajanawa harjai, balamua harjai
sajanawa harjai hain

din hain sundar raate rangeen
dekhu sapne suhane
din hain sundar raate rangeen
dekhu sapne suhane
jhum rahi hu apne aap me
jaise mastane
jhum rahi hu apne aap me
jaise mastane
ho shrma shrma kar aati hain
albeli bulai
sajanawa harjai, balamua harjai
sajanawa harjai hain

ham dil hi apna haar gaye
ham dil hi apna haar gaye
ek aisi nazariya maar gaye
ek aisi nazariya maar gaye
ho sajanawa harjai, balamua harjai
sajanawa harjai hain
lyrics of song Hum Dil Hi Apna Haar Gaye
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Maang (1950)
Ramola, Ulhas Wasti, Amar, Hemlata, Leela PandeyLata Mangeshkar, G M Durrani, Rajkumari, Hamida Banu, Geeta RoyPrakash, Nizaam, Husaini, Sageer Usmani, Sagar Badayuni, Raja Mehdi Ali KhanGhulam MohammadSaghir Usmain
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type