Video of this song from youtube
Videos of this song are available at YouTube, however embedding of these videos is not available.

You can visit these YouTube links for videos of the song:

https://www.youtube.com/watch?v=hpsgcSzNodI

Hum Dost Hai - डन डन डन ड ड ड डम
thumb coming soon

4.00 - 2 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Hum Dost Hai - डन डन डन ड ड ड डम
dan dan dan d d d dam
dan dan dan d d d dam
nahi kachhua waise nahi, aise
dan dan dan d d d dam
dan dan dan d d d dam
dan dan dan d d d dam
dan dan dan d d d dam
nahi kachhua, dhyan se suno
ni sa ga ma p ga ma re sa
ni sa ga ma p ga ma re sa
samjhe
dan dan dan d d d dam
dan dan dan d d d dam
dan dan dan d d d dam
dan dan dan d d d dam
ya dan dan dan d d d dam
dan dan dan d d d dam
hum dost hai, hum yaar hai
chaukdi hai hum char hai
hum dost hai, hum yaar hai
chaukdi hai hum char hai
kachhua hai, chuha hai, kaua hai, hiran
mashur hum char yaar hai
hum dost hai, hum yaar hai
chaukdi hai hum char hai
kachhua hai, chuha hai, kaua hai, hiran
mashur hum char yaar hai

saal gino to, saath ka hu main
kahte hai sathiya gaya
dagmag chalte ho
kahte hai nadaan wo
nahi kachhua, abhi to tum jawan ho

hiran, hiran hai udti kiran hai
roshni ki raftaar hai
hiran, hiran hai udti kiran hai
roshni ki raftaar hai
chuha furtila hai, kaua chaukila hai
sayana samajhdar hai
hum dost hai, hum yaar hai
chaukdi hai hum char hai
kachhua hai, chuha hai, kaua hai, hiran
mashur hum char yaar hai

aasani ho ya preshani ho
tufa ho, barish ho ya pani ho
aasani ho ya preshani ho
tufa ho, barish ho ya pani ho
hum jaan dene ko taiyar hai
mashur hum char yaar hai
hum dost hai, hum yaar hai
chaukdi hai hum char hai
kachhua hai, chuha hai, kaua hai, hiran
mashur hum char yaar hai
hum dost hai, hum yaar hai
chaukdi hai hum char hai
kachhua hai, chuha hai, kaua hai, hiran
mashur hum char yaar hai
dan dan dan d d d dam
dan dan dan d d d dam
lyrics of song Hum Dost Hai
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films