Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.40 - 5 votes
Ghazals
Video of this song from youtube
Lyrics of Hum Kaha Aur Tum Kaha Jaana - हम कहाँ और तुम कहाँ जाना
hum kahan aur tum kahan jaana
hum kahan aur tum kahan jaana
hai kai hijar darmiya jaana
hum kahan aur tum kahan jaana, jaana

raayza wasm me bhi waqt hua
raayza wasm me bhi waqt hua
raayza wasm me bhi waqt hua
raayza wasm me bhi waqt hua
par hua khub raayza jaana
par hua khub raayza jaana
hum kahan aur tum kahan jaana, jaana

mere ander hi tu kahin gum hain
mere ander hi tu kahin gum hain
mere ander hi tu kahin gum hain
mere ander hi tu kahin gum hain
is palchhin tera nishan jana
is palchhin tera nishan jana
hum kahan aur tum kahan jaana, jaana

main raaho se kaise pesh aau
main raaho se kaise pesh aau
main raaho se kaise pesh aau
main raaho se kaise pesh aau
ye hi mausam hai kya bahar jaana
ye hi mausam hai kya bahar jaana
hum kahan aur tum kahan jaana, jaana

hai jo suku tumhara aksh-e-khayal
hai jo suku tumhara aksh-e-khayal
hai jo suku tumhara aksh-e-khayal
hai jo suku tumhara aksh-e-khayal
zakhm khaye kahan kahan jaana
zakhm khaye kahan kahan jaana
hai kai hijar darmiya jaana
hum kahan aur tum kahan jaana, jaana
lyrics of song Hum Kaha Aur Tum Kaha Jaana
Comments on song "Hum Kaha Aur Tum Kaha Jaana"
SuperChintaman on Friday, March 30, 2012
Iftiqaarsaab, Yeh ghazal meri bahothi pasandida (gulamalisaabke)
ghazalonmeinse ek hai,Isski baat hi kuch aur hai!! Lekin agar tanhaimein
jab bhi isse sunta hun tab mere marhoom Waalidsaabki yaadmein Aankhen bharr
aati hai. Iss ghazal ko post karneka bahot bahot shukriya !! Aapne itni
acchi acchi ghazalein post kari hai ke aapko baar baar shukriya adaa
karneko jee chahtaa hain !! PRASAD JAMBOTKAR,BARODA.
Iftikhar Sultan on Friday, March 30, 2012
Shukriya Dost Aur Aapko Shukriya Kehne Ki Zaroorat Nahi Shukriya Aapka Ke
Aapne Comments Diye :-)
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Aabshaar (Ghulam Ali) (1999)
Ghulam Ali
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type