Video of this song from youtube
Hum Kuch Bhi Rakh Le Naam Uska - हम कुछ भी रख ले नाम उसका
SingerLata Mangeshkar
Music byUttam Jagdish
Lyricist
ActorMeenakshi Seshadri, Aruna Irani, Rajeev Goswami, Om Shiv Puri
CategoryPhilosophical Songs
MoviePainter Babu (1983)
Lyrics of Hum Kuch Bhi Rakh Le Naam Uska - हम कुछ भी रख ले नाम उसका
hum kuch bhi rakh le nam uska hum kuch bhi rakh le nam uska
insan ka mukaddar hota hai dunia me sikandar koi nahi
ha waqt sikandar hota hai ha waqt sikandar hota hai
hum kuch bhi rakh le nam uska
mano ke na mano kismat ko khud manwa leti hai kismat

jiwan me jo hona hota hai jiwan me jo hona hota hai
ha wo to hokar rahta hai ha wo to hokar rahta hai
dunia me sikandar koi nahi ha waqt sikandar hota hai
ha waqt sikandar hota hai hum kuch bhi rakh le nam uska
sapne jo dekha karti hai kya kya insan ki majburi

is hasi ki khatir insa ko is hasi ki khatir insa ko
jiwan bhar rona padta hai jiwan bhar rona padta hai

jab din hi kale kale hai tab rato ka fir kya kahna

suraj to tukde tukde suraj to tukde tukde
or chand kahi par rota hai or chand kahi par rota hai

Comments on song "Hum Kuch Bhi Rakh Le Naam Uska"
sudhir tiwari on Thursday, March 20, 2014
Santosh film manoj kumar/Hema malini/ Rakhee film ke full songs uplod kare
pilllzzzzzzzzzzzzz

MaliniH on Sunday, September 13, 2009
the Magic of Lata Jees Voice Great Beautiful Unforgettable Thanx

monty weybridge on Sunday, May 26, 2013
wht a song,AAMIR BAAP KA GARIB BETA.TNX 4 UPLOAD

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

what my collection was lacking has ultimately been able to found as this song, thanks a lot
really a great song and truely exclusive,