Video of this song from youtube
Hum Nashe Me Toh Nahi - हम नशे में तो नहीं
SingerTulsi Kumar, Arijit Singh
Music byPritam
LyricistAmitabh Bhattacharya
ActorKartik Aaryan, Kiara Advani
Category
MovieBhool Bhulaiyaa 2 (2022)
Lyrics of Hum Nashe Me Toh Nahi - हम नशे में तो नहीं
meri harkatein
kyun badal rahi hai
jabse mujhko tu mili hai
tabse hai badi hairatein
teri aahatein
kyun jaga rahi hai mujhko
saari saari raat le rahi hu main karvate
baadal baadal pe chalte
paidal paidal hai ab ye
padte zamin pe kadam kyun nahi
hum nashe mein hum nashe mein
hum nashe mein toh nahi
hum nashe mein hum nashe mein
hum nashe mein toh nahi
ishq mumkin hoga kabhi
hum nahi maante the
haa magar hum tumko bhi
pehle kahan jaante the
meri hasratein
sirf hai zara zara si itni
ke naseeb ho mujhe teri fursate
baadal baadal pe chalte
paidal paidal hai ab ye
padte zamin pe kadam kyun nahi
hum nashe mein hum nashe mein
hum nashe mein toh nahi
hum nashe mein hum nashe mein
hum nashe mein toh nahi.
kyun badal rahi hai
jabse mujhko tu mili hai
tabse hai badi hairatein
teri aahatein
kyun jaga rahi hai mujhko
saari saari raat le rahi hu main karvate
baadal baadal pe chalte
paidal paidal hai ab ye
padte zamin pe kadam kyun nahi
hum nashe mein hum nashe mein
hum nashe mein toh nahi
hum nashe mein hum nashe mein
hum nashe mein toh nahi
ishq mumkin hoga kabhi
hum nahi maante the
haa magar hum tumko bhi
pehle kahan jaante the
meri hasratein
sirf hai zara zara si itni
ke naseeb ho mujhe teri fursate
baadal baadal pe chalte
paidal paidal hai ab ye
padte zamin pe kadam kyun nahi
hum nashe mein hum nashe mein
hum nashe mein toh nahi
hum nashe mein hum nashe mein
hum nashe mein toh nahi.
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
