Video of this song from youtube
Hum Pyar Ke Matwale Raahi - हम प्यार के मतवाले राही
Lyrics of Hum Pyar Ke Matwale Raahi - हम प्यार के मतवाले राही
ham pyar ke matwale rahi jis rah pe bhadte jayenge
julmo ka andhera chir ke ham ek naya sawera layenge
ham pyar ke matwale rahi
ham sathi hai unke jinka ho yaha sahara koi nahi
ham par laga de wo kashti ho jiska kinara koi nahi
thukaraye jinko ye duniya ham unko gale lagayenge
ham unko gale lagayenge

har aankh ka aansu chunkar ham har lab par hansi saja denge
khud garaj samajo ke jhute ye rashmo rivaz mita denge
har dil ka adhura sapna ham pura kar ke dikhlayenge
pura kar ke dikhlayenge

Comments on song "Hum Pyar Ke Matwale Raahi"
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

Beautiful !
And a very clear recording thank you