Video of this song from youtube
Hum Rahe Naa Rahe Gam Na Karna Kabhi - हम रहे ना रहे गम ना करना कभी
SingerSonali Vajpayee, Sadhana Sargam
Music byLaxmikant Pyarelal
LyricistSameer
Actor
CategorySad Songs
MovieDo Qaidi (1989)
Lyrics of Hum Rahe Naa Rahe Gam Na Karna Kabhi - हम रहे ना रहे गम ना करना कभी
hum rahe na rahe gam na karna kabhi
gam na karna kabhi
hum rahe na rahe gam na karna kabhi
maut ke saye se tum na darna kabhi
aao lele kasam milke wada kar
farz ke waste hum jiye or mare
hum jiye or mare
kaisi bhi ho muskil ho maa
kaisi bhi ho muskil ho maa
maa tum na ghabrana
maa tum na ghabrana
haste jana tum gate jana
haste jana tum gate jana
gam me bhi khushiyo ke deep jalate jana
kato pe chalna sholo me jalna
julmo ke tufano se takrate jana
haste jana haste jana
gate jana gate jana
gam me bhi khushiyo ke deep jalate jana
gam na karna kabhi
hum rahe na rahe gam na karna kabhi
maut ke saye se tum na darna kabhi
aao lele kasam milke wada kar
farz ke waste hum jiye or mare
hum jiye or mare
kaisi bhi ho muskil ho maa
kaisi bhi ho muskil ho maa
maa tum na ghabrana
maa tum na ghabrana
haste jana tum gate jana
haste jana tum gate jana
gam me bhi khushiyo ke deep jalate jana
kato pe chalna sholo me jalna
julmo ke tufano se takrate jana
haste jana haste jana
gate jana gate jana
gam me bhi khushiyo ke deep jalate jana
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

