Video of this song from youtube
Advertisement
Hum To Hai Darshan Abhilashi - हम तो दर्शन अभिलाषी
SingerKishore Kumar, Manna Dey
Music byR D Burman
LyricistGulshan Bawra
Actor
Category
MovieTrimoorti (1974)
Lyrics of Hum To Hai Darshan Abhilashi - हम तो दर्शन अभिलाषी
hum to darshan abhilashi kisi rup me bhi hame darshan do

hai apni najar ghat ghat pyasi kisi rup me bhi hame darshan do

ye preet hamari puja hai puja ka fal milna chahiye

rut aai pyar se milne ki milna chahiye khilna chahiye
hum prem nagar ke hai wasi kisi rup me bhi
kisi rup me bhi hame darshan do

man ko humne kitna mara kintu koi kab tak man mare

tumko pane ko bhatak rahe nagri nagri dware dware
tumre karan bane sanyasi kisi rup me bhi

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement