Video of this song from youtube
Lyrics of Hum To Lut Gaye Mohabbat Me Haay Rama, Rahe Gaya Dekhta Surat Ko Teri Tera Khuda - हम तो लुट गये मोहब्बत में हाय रामा, रह गया देखता सूरत को तेरी तेरा खुदा
aaj ki rat hai chayi hui rangin fiza
aise hi waqt me hoti hai mohabbat ki khata
humne dekhne baithe the ki parda utha
unpe padte hi najar dil ne ye kaha kya
hum to lut gaye mohabbaat me haye rama
hum to lut gaye mohabbaat me haye rama
hum to lut gaye mohabbaat me haye

rah gaya dekhta surat ko teri tera khuda
jo bhi pahucha teri mahfil me khuda ko bhul gaya
rah gaya dekhta surat ko teri tera khuda
jo bhi pahucha teri mahfil khuda ko bhul gaya
tere kuje me jo aaya wo kahi ka na raha
teri mahfil se jo nikla yahi kahta nikla
hum to lut gaye mohabbaat me haye rama
hum to lut gaye mohabbaat me haye rama
hum to lut gaye mohabbaat me haye

hum wafa dhundhne nikle na mili hamko wafa
kya sunaye kya tamasha hua armano ka
hum wafa dhundhne nikle na mili hamko wafa
kya sunaye kya tamasha hua armano ka
koi raste me luta or koi manjil pe luta
lutte lutte barbad dil ne kaha
hum to lut gaye mohabbaat me haye rama
hum to lut gaye mohabbaat me haye rama
hum to lut gaye mohabbaat me haye

rat aate hi sitaro se falak sajne laga
mahfile ishq jami dard ka afsana chida
rat aate hi sitaro se falak sajne laga
mahfile ishq jami dard ka afsana chida
chand ruksat ke liye jab bhari mahfil se utha
tham ke dil ko machalte hue taro ne kaha
hum to lut gaye mohabbaat me haye rama
hum to lut gaye mohabbaat me haye rama
hum to lut gaye mohabbaat me haye

dil ke shishe ko chale tod ke bedard piya
rang mehandi ka jo hatho pe tha wo khun bana
dil ke shishe ko chale tod ke bedard piya
rang mehandi ka jo hatho pe tha wo khun bana
ek dulhan jo khamosh khamosh rahi
chand kaliyo ko phul ne kaha
hum to lut gaye mohabbaat me haye rama
haye rama haye rama haye rama
hum to lut gaye mohabbaat me haye rama
hum to lut gaye mohabbaat me haye
lyrics of song Hum To Lut Gaye Mohabbat Me Haay Rama, Rahe Gaya Dekhta Surat Ko Teri Tera Khuda
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Do Dilon Ki Dastan (1967)
Pradeep Kumar, Rehman, Shashikala, Tun Tun, Vyjayantimala, Nasir Hussain, Jagdeep, Om PrakashAsha Bhosle, Mohammed RafiShewan Rizvi, S.H. Bihari, Raja Mehdi Ali KhanO P NayyarPradeep KumarDo Dilon Ki Dastan at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type