Video of this song from youtube
Jab Tumko Pukaaru Mai Sarkaar Chale Aana - जब तुमको पुकारू मैं सरकार चले आना
SingerAsha Bhosle
Music byChitalkar Ramchandra
LyricistShakeel Badayuni
ActorPradeep Kumar
Category
MovieWahan Ke Log (1967)
Lyrics of Jab Tumko Pukaaru Mai Sarkaar Chale Aana - जब तुमको पुकारू मैं सरकार चले आना
aawaz meri sun kar
aawaz meri sun kar ek baar chale aana
jab tumko pukaru main sarkar chale aana
pehle to bulane par tum saukh se aate the
nagmo se mohabbat ki takdir jagate the
ab muh nahi dikhlate aise bhi bigdna kya
jab sath janam ka hai phir milke bichadna kya
nagri hai meri suni dildar chale aana
jab tumko pukaru main sarkar chale aana
hai naaz mujhe apne armaan bhare dil par
tanha na rahungi main ab ishk ki manjil par
ulfat hai agar sachi main bhi tumhe paa lungi
tum dur raho lekin main paas bula lungi
deta hai sada tumko phir pyaar chale aana
phir tumko pukaru main sarkar chale aana

Comments on song "Jab Tumko Pukaaru Mai Sarkaar Chale Aana"
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

Film cast: Pradeep Kumar, Tanuja, Johnny Walker, Neelofar, NA Ansari, Bela
Bose
Singer: Asha Bhosle, Mahendra Kapoor, Mukesh
Lyricist: Shakeel Badayuni
Music Director: C Ramchandra