Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.57 - 14 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Humein Duniya Ko Dil Ke Zakhm - हमें दुनिया को दिल के ज़ख़्म
humein duniya ko dil ke zakhm dikhlana nahi aata
humein duniya ko dil ke zakhm dikhlana nahi aata
tadap lete hain lekin unko tadapana nahi aata
humein duniya ko dil ke zakhm dikhlana nahi aata

ghadi bhar ke liye bhi dur unse rah nahi sakte
tumhe hum chahte hain unse ye bhi kah nahi sakte
na jane kyun juba par dil ka afsana nahi aata
humein duniya ko dil ke zakhm dikhlana nahi aata

koyi halat ho duniaa pyar ki aabad rahti hain
kabhi jab wo nahin hote to unki yaad rahti hain
mohabbat wo kali hain jisko murjhana nahi aata
humein duniya ko dil ke zakhm dikhlana nahi aata

umange jaag uthi hain tamanna muskarai hain
humare dil ne armaano ki ik mehfil sajai hain
ye wo mehfil hain jisme koyi begana nahi aata
humein duniya ko dil ke zakhm dikhlana nahi aata
tadap lete hain lekin unko tadapana nahi aata
humein duniya ko dil ke zakhm dikhlana nahi aata
lyrics of song Humein Duniya Ko Dil Ke Zakhm
Comments on song "Humein Duniya Ko Dil Ke Zakhm"
Shaam44 on Sunday, September 05, 2010
Thanks for sharing this very lovely old song !! Lata mangeshkar sweet touchy voice with the legend Rafi romantic voice !! Old is gold.
Jagjit Singh Ishar on Friday, October 24, 2014
Wonderful beautiful lyrics & the composition. Very sweet melodious &
marvellous score of HL BR.
Sathya Prabhakar on Monday, April 21, 2014
In this song, Mohd. Rafi sings in the middle. He sings 1/3 of the whole
song. My guess is that the camera probably cuts back and forth. The two
lovers are probably separated and want to see each other. 
kamlendra jha on Sunday, September 05, 2010
Really a very melodious duet. Rare because, inspite of having a collection
of all duets of 40s and 50s, I have heard it for the first time. Thanks Dr.
Mohan for sharing this very graceful duet
MOHAN DOSHI on Sunday, September 05, 2010
@kamlendrajha aap ki dua se is nacheez ko bhi kabhi kabhi ek heera haath
lag jaata hain. gaana dekhne ke liye aap ka bahut bahut dhanyavaad
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Aadhi Raat (1950)
Ashok Kumar, Nargis Dutt, Cuckoo, Jeevan, Neelam, Arif Khan, Tiwari, Kuldip KaurGeeta Dutt, Lata MangeshkarRajendra Krishan, Khumar Barabankvi, Sarshar Sailani, Asad BhopaliHusnlal Bhagatram, Hansraj BehlS K OjhaAadhi Raat at IMDB      Aadhi Raat at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type