Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Anuradha PaudwalGhazals
Video of this song from youtube
Lyrics of Humne To Bas Itna Hi Jana - हमने तो बस इतना जाना
humne to bas itna jana
ishq bina hain khaaq zamana
humne to bas itna jana
ishq bina hain khaaq zamana
sau tirath karne ke barabar
sau tirath karne ke barabar
ik rutha hua yaar manana

humne to bas itna jana
ishq bina hain khaaq zamana
humne to bas itna jana
ishq bina hain khaaq zamana
sau tirath karne ke barabar
sau tirath karne ke barabar
ik rutha hua yaar manana
humne to bas itna jana
ishq bina hain khaaq zamana

yaar ke paanv jahan pad jaaye
pyaar ke phool wahan khil jaaye
yaar ke paanv jahan pad jaaye
pyaar ke phool wahan khil jaaye
pyaar ke phool wahan khil jaaye
ishq me rab mil jaaye to phir
ishq me rab mil jaaye to phir
aur kahin kya aana jaana
humne to bas itna jana
ishq bina hain khaaq zamana
sau tirath karne ke barabar
sau tirath karne ke barabar
ik rutha huaa yaar manana
humne to bas itna jana
ishq bina hain khaaq zamana

maana do din ki zindagani
lekin lambi hain ye kahani
maana do din ki zindagani
lekin lambi hain ye kahani
lekin lambi hain ye kahani
dhoop chhanv ke khel me dekha
dhoop chhanv ke khel me dekha
jism naye hain ishq puarana
humne to bas itna jana
ishq bina hain khaaq zamana
sau tirath karne ke barabar
sau tirath karne ke barabar
ik rutha huaa yaar mana na
humne to bas itna jana
ishq bina hain khaaq zamana

humne to bas itna jana
ishq bina hain khaaq zamana
humne to bas itna jana
ishq bina hain khaaq zamana
lyrics of song Humne To Bas Itna Hi Jana
Comments on song "Humne To Bas Itna Hi Jana"
preet kour on Tuesday, February 17, 2015
Yaaaa anurada ji its heart touch song ts song I remember my love whom I
lost 4 years b4.I hear ts song more than more .. Nice sad song.
Prashant Verma on Saturday, April 19, 2014
i love this song, and listened it more than 50 times. yaar ke paun
jaha pad jayein, phool hi phool waha khil jaayein..
muhammad niazi on Wednesday, April 30, 2014
Sooper. Beautiful voice. "Ishk bina hai khawab zamana". Wah, wah.
Kalyani N on Thursday, September 04, 2014
Dear Anuradha ,,,Ishq bina hai ,,,, nice song.
Omprakash Upadhyay on Tuesday, January 27, 2015
deel aur deel kee tanhaayee dono ko shukun aayee
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Shikhar (1995)
Jaswant Singh, Anuradha PaudwalPrashant Vatsala, Zameer Kazmi, Madan Pal, Rani Malik, Yogesh Gaud, Suman Sarin, Payam SayeediNikhil Vinay
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type