Video of this song from youtube
Hu Main Raat Guzaari Haye Taare Gin Gin Ke - हूँ मैं रात गुज़ारी हाय तारे गिन गिन के
Lyrics of Hu Main Raat Guzaari Haye Taare Gin Gin Ke - हूँ मैं रात गुज़ारी हाय तारे गिन गिन के
hu mai raat guzaari hay mai raat guzaari
taare gin gin ke ho saiyaan teri ban ke bedardi balama
hu mai raat guzaari hay mai raat guzaari
taare gin gin ke ho saiyaan teri ban ke bedardi balama
hu mai raat guzaari

kar ke jaadu mujhape aisa, kar ke jaadu mujhape aisa
tune diya mujhe dard ye kaisa
tune diya mujhe dard ye kaisa
dard ye kaisa ji dard ye kaisa mujhe dard ye kaisa
hu mai raat guzaari hay mai raat guzaari
taare gin gin ke ho saiyaan teri ban ke bedardi baalama
hu mai raat guzari

puchhe kaliya bhar ke aahe kis se ladi teri shokh nigaahe
puchhe kaliya bhar ke aahe kis se ladi teri shokh nigaahe
shokh nigaahe ji shokh nigaahe teri shokh nigaahe
hu mai raat guzaari hay mai raat guzaari
taare gin gin ke ho saiyaan teri ban ke bedardi baalama
hu mai raat guzari

gir gir jaaye anchal sar se hay jiya tere pyaar ko tarse
gir gir jaaye anchal sar se hay jiya tere pyaar ko tarse
pyaar ko tarse ji pyaar ko tarse ji pyaar ko tarse
hu mai raat guzaari hay mai raat guzaari
taare gin gin ke ho saiyaan teri ban ke bedardi baalama
hu mai raat guzari
lyrics of song Hu Main Raat Guzaari Haye Taare Gin Gin Ke
Comments on song "Hu Main Raat Guzaari Haye Taare Gin Gin Ke"
chwaqas on Thursday, February 11, 2010
boht wadhiya .. swad aa geya ji
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films