Video of this song from youtube
Average Rating : 4.17
Total Vote(s) : 48
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Huve Majabur Ham, Kisi Ke Dil Men Rahana Tha - हुवे मजबूर हम ,किसी के दिल में रहना था
huye majabur ham aur dil mohabbat kar ke pachhtaaya
khushi ko lut kar meri bataao tumne kya paaya
kisi ke dil me rahna tha
kisi ke dil me rahna tha to mere dil me kyo aaye
basaayi thi koyi mahafil
basaayi thi koyi mahafil to is mahafil me kyo aaye
kisi ke dil me rahna tha

mera dil le ke mere pyaar ko thukara diya tumne
sahara deke aankhe pher li ye kya kiya tumne
kisi ke dil me rahna tha
kisi ke dil me rahna tha to mere dil me kyo aaye
basaayi thi koyi mahafil
basaayi thi koyi mahafil to is mahafil me kyo aaye
kisi ke dil me rahna tha

khabar kya thi ke armaano pe tum bijli gira doge
meri hasti hui aankho ko rona bhi tum sikha doge
kisi ke dil me rahna tha
kisi ke dil me rahna tha to mere dil me kyo aaye
basaayi thi koyi mahafil
basaayi thi koyi mahafil to is mahafil me kyo aaye
kisi ke dil me rahna tha

tumhare geet mai gaati thi hardam ho ke divaani
mere dil ki magar aavaaz tumne naa pahchaani
kisi ke dil me rahna tha
kisi ke dil me rahna tha to mere dil me kyo aaye
basaayi thi koyi mahafil
basaayi thi koyi mahafil to is mahafil me kyo aaye
kisi ke dil me rahna tha
lyrics of song Huve Majabur Ham, Kisi Ke Dil Men Rahana Tha
Comments on song "Huve Majabur Ham, Kisi Ke Dil Men Rahana Tha"
syed abdul Razack on Saturday, September 15, 2012
Very nice duet see the location and with simple musical instruments Naushad
has the talent to take the song peak and those days songs are based on the
story and the location all the songs or based on basic ragas now a days no
body cares for the ragas and rythem in indian classical music we have much
better rhyme and rythem in our culture.
Anilkumar P.K on Friday, August 21, 2015
Khabar kya thi ke armano pe tum bijli gira doge
Meree hansti huyi aankho ko rona bhi tum sikha doge
Kisi ke dil me..
aise geet ab dhunde nahi milte.Mahan hai ye vayaktitva jsne ise
likha,sangeet diya aur awaj di.Shakil Badayuji saheb,Naushad Saheb, Shamsad
Begumji aur latajee
P.K. ANILKUMAR ( HINDI MELODY BYTES ) on Monday, November 16, 2015
Here is a lovely song from “Baabul” (1950). It is sung by Shamshad Begum
and Lata. The song was written by Shakeel Badayuni and Naushad was the
music director.
The song is picturised on a pretty Munnawwar Sultana and a very young
looking Nargis. It is a good song for nostalgia buffs.
P.K. ANILKUMAR ( HINDI MELODY BYTES ) on Monday, November 16, 2015
meraa dil le ke mere pyaar ko thukraa diyaa tumne
sahaaraa deke aankhen pher lin ye kyaa kiyaa tumne
kisi ke dil mein rahna thaa
kisi ke dil mein rahna thaa
to mere dil mein kyun aaye
basaayi thi koyi mahfil
basaayi thi koyi mahfil
to is mahfil mein kyun aaye
kisi ke dil mein rahna tha
Shalin Bhatt on Friday, August 31, 2012
cineplot dot com slash munawwar-sultana-1/ This site has a bio on the
actress Munawwar Sultana. She seems to have stayed in India, but it does
not state whether she has passed away or not.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Babul (1950)
Dilip Kumar, Nargis Dutt, Munawar Sultana, Tun Tun, Amar, A Shah, Jankidas, Vinod, Ismail, Jugnu, Seema, KhursheedLata Mangeshkar, Shamshad Begum, Talat MahmoodShakeel BadayuniNaushad AliS U SunnyNaushad AliBabul at IMDB      Babul at WikipediaBabul at YouTube     |    Babul at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type