Video of this song from youtube
Lyrics of Idhar Ho Raha Hai Udhar Ho Raha Hai - इधर हो रहा है उधर हो रहा है
idhar ho raha hai udhar ho raha hai
idhar ho raha hai udhar ho raha hai
mohabbat ka kuch kuch asar ho raha hai
mohabbat ka kuch kuch asar ho raha hai
idhar ho raha hai udhar ho raha hai
idhar ho raha hai udhar ho raha hai
mohabbat ka kuch kuch asar ho raha hai
mohabbat ka kuch kuch asar ho raha hai
idhar ho raha hai udhar ho raha hai

koi nam koi pata dhundh rakhna
koi nam koi pata dhundh rakhna
o mere masiha dawa dhudh rakhna
o mere masiha dawa dhudh rakhna
suru ab ye darde jigar ho raha hai
idhar ho raha hai udhar ho raha hai
idhar ho raha hai udhar ho raha hai

bura ho mohabbat ka anzam to kya
jamana kare hamko badnam to kya
bura ho mohabbat ka anzam to kya
jamana kare hamko badnam to kya
ke ab dur dil se ye dar ho raha hai
idhar ho raha hai udhar ho raha hai
idhar ho raha hai udhar ho raha hai

ye wade ye kasme nahi tod jana
hame rashte me na tum chhod jana
ye wade ye kasme nahi tod jana
hame rashte me na tum chhod jana
suru humsafar ye safar ho raha hai
idhar ho raha hai udhar ho raha hai
idhar ho raha hai udhar ho raha hai
mohabbat ka kuch kuch asar ho raha hai
mohabbat ka kuch kuch asar ho raha hai
idhar ho raha hai udhar ho raha hai
lyrics of song Idhar Ho Raha Hai Udhar Ho Raha Hai
Comments on song "Idhar Ho Raha Hai Udhar Ho Raha Hai"
Kashmira S on Wednesday, October 14, 2009
Shabbir kumar is the best.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Mera Faisla (1984)
Sanjay Dutt, Rati Agnihotri, Jaya Prada, Kader Khan, Shakti Kapoor, Nirupa Roy, Pran, Asrani, Leena Das, Pinchoo Kapoor, Satyen Kappu, Shobha Khote, Yunus Parvez, Rajendra Nath, Parikshat SahniAsha Bhosle, Suresh Wadkar, Shabbir Kumar, Mahesh Kumar, Shailendra SinghAnand BakshiLaxmikant Kudalkar, PyarelalS V Rajendra SinghRanjit VirkMera Faisla at IMDB      Mera Faisla at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type