Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Ik Bagal Me Chand Hoga, Ik Bagal Me Rotiya
4.45 - 132 votes
Sad Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Ik Bagal Me Chand Hoga, Ik Bagal Me Rotiya - एक बगल में चाँद होगा, एक बगल में रोटियां
ek bagal me chand hoga, ek bagal me rotiya
ek bagal me chand hoga, ek bagal me rotiya
ek bagal me neend hogi, ek bagal me loriya
hum chand pe, hum chand pe
roti ki chadar daal ke so jayenge
aur neend se, aur neend se keh denge
lori kal sunane aayenge
aur neend se, aur neend se keh denge
lori kal sunane aayenge
ek bagal me chand hoga, ek bagal me rotiya
ek bagal me neend hogi, ek bagal me loriya
hum chand pe, hum chand pe,
roti ki chadar daal ke so jayenge
aur neend se, aur neend se keh denge
lori kal sunane aayenge
aur neend se, aur neend se keh denge
lori kal sunane aayenge

ek bagal me khankhanati seepiya ho jayengi
ek bagal me kuch rulati siskiya ho jayengi
hum seepiyo me, hum seepiyo me bhar ke sare
taare chhu ke aayenge
aur siskiyo ko, aur siskiyo ko
gudgudi kar kar ke yu bahlayenge
aur siskiyon ko, gudgudi kar kar ke yu bahlayenge

hum andheri, siskiyo pe
koi rone aayega, koi rone aayega
hum nagar jo aayega wo
phir kabhi na jaayega
wo phir kabhi na jayega
yaad rakh par koi anhoni nahi tu layegi
layegi to phir kahani aur kuch ho jayegi
yaad rakh par koi anhoni nahi tu layegi
layegi to phir kahani aur kuch ho jayegi

honi aur anhoni ki parwah kise hai meri ja
had se jyada yahi hoga, ke yahi mar jayenge
hum maut ko, hum maut ko sapna bata kar
uth khade honge yahi
aur honi ko, aur honi ko thenga dikha kar
khilkhila ke jayenge
aur honi ko thenga dikha kar
khilkhila ke jayenge
aur honi ko thenga dikha kar
khilkhila ke jayenge
aur honi ko thenga dikha kar
khilkhila ke jayenge
aur honi ko thenga dikha kar
khilkhila ke jayenge
aur honi ko thenga dikha kar
khilkhila ke jayenge
lyrics of song Ik Bagal Me Chand Hoga, Ik Bagal Me Rotiya
Comments on song "Ik Bagal Me Chand Hoga, Ik Bagal Me Rotiya"
Govind Verma on Sunday, October 14, 2012
this comment is in 3 parts... this is 1st others r below this ye ek yuva
sadhak (young monk)ki kahani hai... ek bagal mein chand (aatam gyan ka
lakhchya) hoga,,,ek bagal me rotiya (bhautik sukh) ek bagal me neend
(mansik shanti)hogi...ek bagal me loriya (dhyan sadhna) hum chand pe roti
ki chader dal ke so jayenge(aatam gyan ke lakhchya ko bhool ,bhautik sukho
mein kho jayenge) or neend se kah denge lori sunane kal aayenge(dhyan
sadhna baad me kar lenge ..abhi to yauvan ka sukh lete hai)
Govind Verma on Sunday, October 14, 2012
yaad rakh par koi anhoni tu(taqdeer) kabhi na layegi layegi to fir kahani
(life) aur kuch ho jayegi (bhay se uttpann krodh) honi or anhoni ki parvah
kise hai meri jaan (krodh ki urja se uttpann hua sahas) hadd se jyada ye hi
hoga ki yahi marr jayenge (darr ke aage jeet hai) hum maut ko sapna bata
kar khud khade honge yahi ( geeta ka gyan ...jeewan or maut ek swapn
hai..aatma amar hai) or maut ko thhenga dikha kar khilkhilate jayenge .
or maut ko thhenga dikha kar khilkhilate jayenge
maharishi13 on Monday, August 13, 2012
Lets not drag other things here. Airplay is not decided by lyricist of the
song. Thats related to promotion of the movie. It is decided by producers
and other agencies. Its unfair to judge the song because of airplay.
Secondly, I never said its some poetry. I don't consider it as great music.
I said it was required for that kind of film. Its not a private album song.
Ideally, songs in Indian movies are supposed to describe the
scene/situation in the movie. and thats what it does.
maharishi13 on Wednesday, August 08, 2012
promotion and movie is different. IF you did NOT see a movie and you are
commenting just for the sake of it. That's bad. I repeat the situation
demanded such song. Just like oh la la from the dirty picture was a
situational song (song being picturised during a film).. Same case in OSO.
It was a song being filmed on Om Kapoor in a movie he is acting in (In the
movie Om shanti om). I do not want to argue with a person who doesn't even
know the context of the song.
STEWIE BRIAN on Monday, July 09, 2012
firstly, from what i remember, dard-e-disco was a dream sequence for a
disabled guy in the movie.. i don't know how that is situational, i mean
c'mon man, that song existed to show SRK's body. secondly, u need to
cool down, i mean no offense... it's just been too long since I heard an
actually good Hindi song. thirdly, r u kidding me, i'm NOT going to
watch Om Shanti Om again, once is quite enough!! XD
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Gangs Of Wasseypur (2012)
Manoj Bajpayee, Nawazuddin Siddiqui, Piyush Mishra, Reema Sen, Jaideep Ahlawat, Richa Chadda, Mukesh Chhabra, Harish Khanna, Huma Qureshi, Raj Kumar Yadav, Tigmanshu Dhulia, Zeishan Quadri, Yashpal Sharma, Pankaj Tripathi, Vineet Singh, Vipin Sharma, Jameel KhanManoj Tiwari, Vedesh Sookoo, Rajneesh, Shyamoo, Munna, Khushboo Raaj, Rekha Jha, Amit Trivedi, Sneha Khanwalkar, Manish J. Tipu, Bhupesh Singh, Piyush Mishra, Sujeet - Gaya, Ranjeet Baal Party, Usri Banerjee, Akshay Verma, Deepak Kumar-MuzzafarpurVarun Grover, Piyush MishraSneha KhanwalkarAnurag KashyapAnurag Kashyap, Sunil Bohra, Guneet MongaGangs Of Wasseypur at IMDB      Gangs Of Wasseypur at WikipediaGangs Of Wasseypur at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type