Video of this song from youtube
Ik Mod (Male) - इक मोड़
thumb coming soon

3.00 - 1 votes
Singer Music by Lyricist Actor CategorySad Songs Movie
Lyrics of Ik Mod (Male) - इक मोड़
ek mod to mili jindagi
kuch der to ruki phir kaha kho gayi
mera hath tham le chal waha
jaha ek ho sake ye aasman aur jamin
tuta tara hu main girta hu bewajh
tere saye mein maangu main panaah

aisa bhi kya hua jindagi
mera hamsafar bani phir bhi ajnabi
ek mod to mili jindagi
kuch der to ruki phir kaha kho gayi
ek mod to mili jindagi ha jindagi
bta jindagi tuta tara hu main girta hu bewajah
tere saye me mangu main panah

jab se huye juda kya kahu
bechain sa firu dar badar jindagi
ek mod to mili jindagi
kuch der to ruki phir kaha kho gayi
ek mod to mili jindagi ha jindagi
lyrics of song Ik Mod (Male)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films