ek tera sahara ek tera sahara
ek tera sahara ek tera sahara
dil tod ke dunia ne dil tod ke dunia ne
kiya hamse kinara ek tera sahara
ek tera sahara ek tera sahara
shikwa hai kisi ka na shikayat hai kisi se
shikwa hai kisi ka na shikayat hai kisi se
fariyad hai ek tute hue dil ki tujhi se
fariyad hai ek tute hue dil ki tujhi se
hota nahi barbad koi apni khushi se
bigdi hui takdir pe kya jor hamara
ek tera sahara ek tera sahara
ek tera sahara
dunia dunia dunia me nahi koi jise haal sunaye
dunia me nahi koi jise haal sunaye
aasu kise hum rote hue dil ke dikhaye
aasu kise hum rote hue dil ke dikhaye
barbad hai bekash hai bata ab kaha jaye
bedard zamana me nahi koi hamara
ek tera sahara ek tera sahara
ek tera sahara
Shamshad begum ki itni khoobsoorat and mulayam awaaz thee kya zamaana tha
and a very popular song of the good old days dharmesh aapne kamaal kar diya
hai itne pooraane clips dekha rahe ho ye actress pataa nahin kaun hay many
thanks for sharing what about talat saab ke gaano pe Daaera film ke clips
bhupinder