Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.71 - 7 votes
Ghazals
Video of this song from youtube
Lyrics of Ilaahi Kaash Gam E Ishq Kaam Kar Jaaye - इलाही काश गम-ए-इश्क काम कर जाये
ilaahi kaash gam-e-ishq kaam kar jaaye
ilaahi kaash gam-e-ishq kaam kar jaaye
jo kal guzarni hai mujhpe abhi guzar jaaye
jo kal guzarni mujhpe abhi guzar jaaye

tamam, tamam umr rahe hum to khair kaanto me
tamam umr rahe hum to khair kaanto me
khuda kare tera daaman gulo se bhar jaaye
khuda kare tera daaman gulo se bhar jaaye

zamana ahal e khirad se to ho chuka maayus
zamana, zamana, zamana
ahal e khirad se to ho chuka maayus
ajab nahi koi diwaana kaam kar jaaye
ajab nahi koi diwaana kaam kar jaaye
ajab nahi

humara hashr to jo kuch hua hua lekin
duayen hain, duayen hain
ki teri aake baat sanwar jaaye
duayen hain

nigaahe ae
nigaah-e-shauq wahi hai nigaah-e-shauq shamim
nigaah-e-shauq wahi hai nigaah-e-shauq shamim
jo ek baar rukhe yaar par thahar jaaye
jo ek baar
ilaahi, ilaahi kaash gam-e-ishq kaam kar jaaye
ilaahi kaash
lyrics of song Ilaahi Kaash Gam E Ishq Kaam Kar Jaaye
Comments on song "Ilaahi Kaash Gam E Ishq Kaam Kar Jaaye"
syed amrohvi on Monday, August 20, 2012
ilaahii kaash Gam-e-ishq kaam kar jaaye
jo kal guzaranii hai mujh pe abhii guzar jaaye

tamaam umr rahe ham to Khair kaa.NTo.n me.n
Khudaa kare teraa daaman gulo.n se bhar jaaye

zamaanaa ahal-e-Khirad se to ho chukaa maayuus
ajab nahii.n ko_ii diivaanaakaam kar jaaye

hamaaraa hashr jo kuchh huaa, huaa lekin
duaa ye hai ki terii aaqabat sa.Nvar jaaye

nigaah-e-shauq vahii hai nigaah-e-shauq "Shamim"
jo ek baar ruKh-e-yaar par Thahar jaaye
Amita Paul on Sunday, April 12, 2015
Shameem Jaipuri
Ilaahi Kaash Gham-e-Ishq kaam kar jaaye
Jo kal guzarni hai mujh pe abhi guzar jaaye
Tamaam umr rahe ham toh khair kaanton mein
Khuda kare tera daaman gulon se bhar jaaye
Zamaana Ahl-e-Khirad se toh ho chukka maayoos
Ajab nahin koi deewaana kaam kar jaaye
Amita Paul on Sunday, April 12, 2015
Hamaara hashr toh jo kuch hua, hua lekin
Duaa yeeh hai ke teri aakebat sanwar jaaye
Nigaah-e-Shauq wahi hai Nigah-e-Shauq 'Shameem'
Jo ek baar rukh-e-yaar par tthahar jaaye
sarangistrategy on Thursday, May 13, 2010
I love the sarangi accompaniment, it compliments the tone of the vocals so
well.
vinaypande on Monday, April 09, 2012
thank you for posting this lovely ghazal again, this time a clean recording.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
At Her Best Begum Akhtar (Album)
Begum AkhtarShamim Jaipuri, Momin Khan Momin, Momin Khan MominKhayyam
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type