Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - In Ankho Ne Unko Nahi Dekha
3.00 - 1 votes
Sad Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of In Ankho Ne Unko Nahi Dekha - इन आँखों ने उनको नहीं देखा
in ankho ne unko nahi dekha kai din se
in ankho ne unko nahi dekha kai din se
viran hai mere ishq ki duniya kai din se
viran hai mere ishq ki

har ashq sunata hai mere gam ki kahani
har ashq sunata hai mere gam ki kahani
ankho me hai barsaat ka nasha kai din se
in ankho ne unko nahi dekha kai din se
viran hai mere ishq ki

vo aaye to ek baar gale mil ke mai rolu
vo aaye to ek baar gale mil ke mai rolu
sine me thadpati hai tamanna kai din se
in ankho ne unko nahi dekha kai din se
viran hai mere ishq ki

aa ek najar se meri takdir badal de
aa ek najar se meri takdir badal de
taqdeer badlte soya hai
mere dil ka nasiba kayi din se
in ankho ne unko nahi dekha kai din se
viran hai mere ishq ki duniya kai din se
lyrics of song In Ankho Ne Unko Nahi Dekha
Comments on song "In Ankho Ne Unko Nahi Dekha"
Rajeev Pradhan on Monday, December 28, 2009
she was yesteryear(1950-1960)most popular heroine 'NALINI JAYWANT'.She is
no more. with best personal regards
Ashraf Bangarpet on Sunday, December 26, 2010
very old melodious beautiful song ! ashraf.ank@gmail.com
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Maa Ke Aansoo (1959)
Ajit, Nalini, Jaywant, Agha, Lalita Pawar, P Kailash, CuckooAsha Bhosle, Mohammed Rafi, Shamshad Begum, Geeta Dutt, Mubarak Begum, Mahendra KapoorMadan Mohan, Raja Mehdi Ali KhanSardar MalikDhirubhai DesaiMaa Ke Aansoo at IMDB      Maa Ke Aansoo at YouTube     |    Maa Ke Aansoo at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type