Video of this song from youtube
Lyrics of Is Dard Ki Mari Duniya Me Mujhsa Bhi Koi - इस दर्द की मारी दुनिया में मुझसा भी कोई
is dard ki mari duniya me
mujhsa bhi koi majbur na ho
is dard ki mari duniya me
mujhsa bhi koi majbur na ho
jis tarah khushi se dur hu mai
jis tarah khushi se dur hu mai
yu koi khushi se dur na ho
yu koi khushi se dur na ho

ujade hue dil me kuch bhi nahi
ashko ke siwa aaho ke siwa
ujade hue dil me kuch bhi nahi
ashko ke siwa aaho ke siwa
kyu aise chaman me phul khile
kyu aise chaman me phul khile
hasne ka jaha dastur na ho
hasne ka jaha dastur na ho

tufan hai gum ka charo taraf
aur chayi hui hai kaali ghata
tufan hai gum ka charo taraf
aur chayi hui hai kaali ghata
kyu naiya hamari paar lage
kyu naiya hamari paar lage
kismat hi ko jab manjur na ho
kismat hi ko jab manjur na ho
is dard ki mari duniya me
mujhsa bhi koi majbur na ho
lyrics of song Is Dard Ki Mari Duniya Me Mujhsa Bhi Koi
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Paras (1949)
Rehman, Kamini Kaushal, Madhubala, Sapru, K N Singh, Gope, Pratima Devi, Cuckoo, Amir Ali, Amar, Ram Avtar, Murad, SulochanaLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Shamshad Begum, Geeta DuttShakeel BadayuniGhulam MohdAnant ThakurParas at IMDB      Paras at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type