Video of this song from youtube
Lyrics of Is Dharti Is Khule Gagan Ka Kya Kehna - इस धरती इस खुले गगन का क्या कहना
is dharti is khule gagan ka kya kahna
madmati madbhari pawan ka kya khana
phulo bhare ye gulsan hare
magan hua tan man kya kahna
phulo bhare ye gulsan hare
magan hua tan man kya kahna

gawalno ka roop ghunghato ki aad me
gawalno ka roop ghunghato ki aad me
gawalno ka roop ghunghato ki aad me
panchhiyo ka pyar bairiyo ki jaad me
basuri ki dhun khetiyo ke par se
panghato ki nar dole is pukar se
dhadkan badhe nasha sa chade
thirak uthe gagan kya kahna

chapuo ke rag kah rahe hai pyar se
chapuo ke rag kah rahe hai pyar se
jud gaye hai aaj kastiyo ke tar se
ja raha hai jane kon kisi ki chah me
bas raha hai kon jane kis nigah me
do dil mile to kaliya khile
machal uthe dhadkane kya kahna
do dil mile to kaliya khile
machal uthe dhadkane kya kahna
is dharti is khule gagan ka kya kahna
madmati madbhari pawan ka kya khana

phulo bhare ye gulsan hare
magan hua tan man kya kahna
bas gayi hai nigahe jab kahi tum aaye ho
kya meri pukar sunke bhi praye ho
bas gayi hai nigahe jab kahi tum aaye ho
kya meri pukar sunke bhi praye ho
itna intzar roj kar na paungi
rok lungi aaj ya mai sath jaugi
duri ghati to ye duvidha hate to
fir mere sajan kya kahna
duri ghati to ye duvidha hate to
fir mere sajan kya kahna

is dharti is khule gagan ka kya kahna
madmati madbhari pawan ka kya khana
phulo bhare ye gulsan hare
magan hua tan man kya kahna
phulo bhare ye gulsan hare
magan hua tan man kya kahna
lyrics of song Is Dharti Is Khule Gagan Ka Kya Kehna
Comments on song "Is Dharti Is Khule Gagan Ka Kya Kehna"
TheDeepakp on Thursday, March 20, 2014
Film cast: Naveen Nischol, Yogita Bali, Pran, Jagdeep, Shatrughan Sinha,
Ashok Kumar, Nirupa Roy, Narendra Nath, Pandaribai
Singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Manna Dey, Mahendra Kapoor
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Music Director: Ravi
Film Director: Virendra Sinha
Film Producer: Virendra Sinha
tansen58 on Sunday, August 26, 2012
A very beautiful song by Rafi & Asha by music director Ravi in his special
style using Accordion & Kongo well , pasteurization is also excellent, you
definitely feel relax after listening the song written by Sahir.
Jamie Kaur on Tuesday, November 01, 2011
HANDSOME NAVIN NISCHOL GORGEOUS YOGITA BALI GREAT MOHAMMED RAFI AMAZING
SAHIR LUDHIANAVI THANKS RAFIOLOGY FOR THIS SWEET UPLOAD.
spapaji on Saturday, February 08, 2014
INVIGORATING SONG ABOUT INDIAN NATURE/RURAL ENVIRONMENT WHICH IS DEPLETING
FAST- EXCELLENT LYRICS AND MUSIC RE NATURE
Shobha Nivas on Saturday, October 10, 2015
ohhh wish to go such greenary with nature... too beautifull
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Ganga Tera Pani Amrit (1971)
Naveen Nischol, Yogita Bali, Pran, Jagdeep, Shatrughan Sinha, Ashok Kumar, Nirupa Roy, Narendra Nath, PandaribaiAsha Bhosle, Mohammed Rafi, Manna Dey, Mahendra KapoorSahir LudhianviRaviVirendra SinhaVirendra SinhaGanga Tera Pani Amrit at IMDB      Ganga Tera Pani Amrit at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type