Video of this song from youtube
Advertisement
Is Duniya Mein Prem Granth - इस दुनिया में प्रेम ग्रंथ
Lyrics of Is Duniya Mein Prem Granth - इस दुनिया में प्रेम ग्रंथ
ek anokhi anjani si, prem granth prem granth
is dunia me prem granth, jab likha jayega
is dunia me
is dunia me prem granth, jab likha jayega
tera mera ho tera mera
ho tere mera nam sabse upar aayega
is dunia me prem granth, jab likha jayega
is dunia me prem granth, jab likha jayega
tera mera ho tera mera
ho tere mera nam sabse upar aayega
is dunia me prem granth jab likha jayega
is dunia me

band kali se phul bani mai
band kali se phul bani mai, aaj piya ne ang lagaya
gori ke gore mukhde pe, prem ne apna rang lagaya
ab mai sajni, tu mera sajan kahlayega
is dunia me prem granth, jab likha jayega
is dunia me prem granth, jab likha jayega

ek anokhi anjani si
ek anokhi anjani si, mere man me pyas jagi hai
bahar hai phulo ka mausam, dil ke andar aag lagi hai
apne pyar ka sawan, ab ye aag bujhayega
is dunia me prem granth, jab likha jayega
is dunia me prem granth, jab likha jayega

rok sake to rok le dunia
rok sake to rok le dunia, rukne wali baat nahi hai
ye koi tufan nahi hai, ye koi barsat nahi hai
ye hai pyar ka jadu, ye jadu chal jayega
is dunia me prem granth, jab likha jayega
is dunia me prem granth, jab likha jayega
tera mera ho tera mera
ho tere mera nam sabse upar aayega
is dunia me prem granth, jab likha jayega
is dunia me prem granth, jab likha jayega
prem granth, prem granth, prem granth
lyrics of song Is Duniya Mein Prem Granth
Comments on song "Is Duniya Mein Prem Granth"
Benny Philip on Monday, February 04, 2013
Banging song :-)
seafalcon1 on Sunday, March 20, 2011
love this song
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement