Video of this song from youtube
Lyrics of Isase Pahale Ki Yaad Tu Aae - इससे पहले कि याद तू आए
isse pahle ki yad tu aae
meri ankho me phir lahu aae
tujhse rishta mai tod jaunga
mai tera shahar chhod jaunga
mai tera shahar chhod jaunga
isse pahle ki yad tu aae
meri ankho me phir lahu aae
tujhse rishta mai tod jaunga
mai tera shahar chhod jaunga
mai tera shahar chhod jaunga

mujhko gam hai teri judai ka
ranj hai apni bewafayi ka
apne wade se phir gaya hun
apni nazaro se gir gaya hun mai
isse pahale ki tu mujhe chhod e
mujhko thukarae mera dil tode
apana dil khud mai tod jaunga
mai tera shahar chhod jaunga
mai tera shahar chhod jaunga

tera muzrim mai tera harajai
sath le jaunga ye rusavayi
dag daman se ye mita dunga
khud ko itni badi saza dunga
isse pahle ki log tane de
tere ansu na mujhko jane de
ye taluk mai tod jaunga
mai tera shahar chhod jaunga
mai tera shahar chhod jaunga

han mera intzar to hoga
ab bhi kuchh aitabar to hoga
tu khula chhod degi darvaza
par galat hai ye tera andaza
isse pahle ki aah dil bhar de
sab gunaho ko maf tu kar de
ye bharam bhi mai tod jaunga
mai tera shahar chhod jaunga
mai tera shahar chhod jaunga
isse pahle ki yad tu aae
meri ankho me phir lahu aae
tujhse rishta mai tod jaunga
mai tera shahar chhod jaunga
lyrics of song Isase Pahale Ki Yaad Tu Aae
Comments on song "Isase Pahale Ki Yaad Tu Aae"
Velayudhan Manoharan on Monday, August 20, 2012
Rajesh Khanna will be an icon 500 yrs from now.

With the advent of electronic media none of our videos/films will ever ever die . so even 500 years from now it will be possible to google rajesh khanna and see everything like today.

At that time we are sure that Kaka will score over all else from our time because of his values and eternal love that he propagated in his films and his immortal songs..people may even be studying his songs like we do Shakespeare, Tansen, Thyagaraja today.
Biswajit Dutta on Thursday, September 24, 2015
isse pehle me tu yaad aaye..
my heart is touch...
nadiakhawaja on Saturday, October 02, 2010
song zabardast hay magar larki byqar hay
bharat Soni on Monday, April 08, 2013
nice sad song !!!!!!!! i like it.
haroon kashif on Saturday, June 22, 2013
the best song for my life
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Nazrana (1987)
Rajesh Khanna, Sridevi, Smita Patil, Priti Sapru, Om Shiv Puri, Pinchoo Kapoor, Shafi Inamdaar, Dalip Tahil, Jayashree Gadkar, Iftekhar, Gita Siddharth, Geeta, Abhi BhattacharyaAnuradha Paudwal, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammad AzizAnand BakshiLaxmikant Kudalkar, PyarelalRavi TandonC V K ShastryNazrana at IMDB      Nazrana at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type