Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
2.50 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Ishk Abhee Tak Jinda Hain - इश्क अभी तक जिन्दा हैं
bit gayi hain sadiya lekin, ishk abhi tak jinda hain
bhul gaya tarikh jamana, ishk abhi tak jinda hain
ek khuda ke sau jalwo se, har jarra sa jinda hain
ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain

yaha ka har patthar kehta hain afsana dildaro ka
har khandar me poshida hain sapna chand sitaro ka
yaha ki fijaaye hain wado ki, mausam hain didar ka
ishk hakikat ishk fasana, ishk abhi tak jinda hain
ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain
ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain
ishk abhi tak jinda hain
ishk abhi tak, abhi tak, abhi tak jinda hain
ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain
ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain
ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain
ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain
ishk abhi tak jinda hain mere saiya, mere saiya


kaho hawao se phul chadhaye, phul chadaye phul chadaye
phul chadaye phul chadaye kaho fijao se rang udaye
rang udaye rang udaye rang udaye rang udaye
kaho hawao se phul chadhaye, kaho fijao se rang udaye
kaho gagan se shish jhukaye, shish jhukaye shish jhukaye
shish jhukaye shish jhukaye
yeh dharti hain dilwalo ki, yeh mandir hain pyar ka
taj raha na takht yaha pe, ishk abhi tak jinda hain
ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain
ishk abhi tak jinda hain
ishk abhi tak abhi tak jinda hain
ishk khuda hain, ishk nabi hain
ishk hain lamha, ishk sadi hain
ishk hi mira ka iktara, ishk hi majnu ka banjara
ishk hi jam jam ka fauara, ishk hi ganga ji ki dhara
yahi woh miti hain jisne har bhed bhav mitaya tha
yahi mohammad kuli ko sabne dil ko dharam banaya tha
ek khuda ke sau jalwo se, har jarra sa jinda hain
ishk abhi tak abhi tak jinda hain
ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain
ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain
ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain
ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain
ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain
lyrics of song Ishk Abhee Tak Jinda Hain
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Bhaggmati (2005)
Milind Soman, Tabu, Hema Malini, Mahima Choudhary, Tariq Shah, Shoma Anand, Ashok Kaul, SomaiyajuluAsha Bhosle, Roop Kumar Rathod, Sujatha Mohan, Farid Sabri, Vinod Sehgal, Rekha Bhardwaj, Suresh Wadkar, Sadhna SargamJaideep Sahni, Bashir Badr, Ravindra Jain, Abbas Tyrewala, Ashok Kaul, Nida FazliVishal BhardwajAshok KaulBhaggmati at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type