Video of this song from youtube
Lyrics of Ishq Mein Hota Hai (Tun Tuna) - तुण तुना तुण तुण तुना
tun tuna tun tun tuna
tun tun tuna tun tun tuna tun tun tuna
tun tun tuna tun tun tun tun tuna
tun tun tuna tun tun tuna
tun tun tuna tun tun tun tun tuna
hota hai, hota hai, hota hai, hota hai, hota hai
chalu main aksar, hota hai aksar
chot kahi lagti hai, jakar zakhm kahi par hota hai

ishq me, ishq me tun tuna, tun tun tun tuna
suraj se jalta hai falak aur daag zamin par hota hai
hota hai ishq me tun tuna, tun tun tun tuna

waqt ka faisla ishq ke haq me hua nahi
aashiq ko zanjire daal ke le gaye shehar se aur kahi
ishq me tun tuna, tun tun tun tuna
sab tarkibe karke dekhi, tel ki dibbiya bharke dekhi
jab tak teeli lage na unme, koi roshni jale na unme
mehndi rang dikhati hai tab, puri tarah pis jaati hai jab
mehndi rang dikhati hai tab, puri tarah pis jaati hai jab
hota hai, hota hai aksar hota hai, ishq me
ishq me chot kahi lagti hai, jakar zakhm kahi par hota hai
tuna tun tuna tun tun tuna tun tun tuna tun tun tuna

kabhi kabhi yu hi hota hai dost chhad jaate hain
lekin yaado ki lakeere bin bole bhi
kaano me kuch keh jaati hai, kaano me kuch keh jaati hai
haalat bhi khushk ho jaate hai par mitti par likhi
kuch dehrire reh jaati hai, kuch dehrire reh jaati hai
dhup pade to pak jati hai, kabhi kabhi yu hota hai
suraj se jalta falak aur daag zameen par hota hai
ishq me tun tuna tuna

hota hai, hota hai, hota hai
hota hai ishq me hota hai, hota hai junun me hota hai
hota hai, hota hai, hota hai aksar hota hai
hota hai ishq me, hota hai junun me
hota hai, hota hai, hota hai
chot kahi lagti hai, jakar zakhm kahi par hota hai
hota hai, hota hai, hota hai, o mirzya
lyrics of song Ishq Mein Hota Hai (Tun Tuna)
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Mirzya - Dare To Love (2016)
Harshvardhan Kapoor, Saiyami Kher, Art Malik, Anuj Chaudhary, Om Puri, K K RainaDaler Mehndi, Sain Zahoor, Akhtar Channal, Nooran Sisters, Siddharth Mahadevan, Mame Khan, Suchismita Das, Akhtar Chinnal, Shankar Mahadevan, K Mohan, Kaushiki ChakrabortyGulzarShankar Ehsaan Loy, Daler MehndiRakeysh Omprakash MehraRohit Khattar, Rakeysh Omprakash Mehra, P. S. Bharathi Mehra, Rajeev TandonMirzya - Dare To Love at IMDB      Mirzya - Dare To Love at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type