Video of this song from youtube
Itna Na Mujhse Tu Pyar Badha, Ke Main Ek Badal Aawara (Male) - इतना ना मुझसे तू प्यार बढा के मैं एक बादल आवारा
Lyrics of Itna Na Mujhse Tu Pyar Badha, Ke Main Ek Badal Aawara (Male) - इतना ना मुझसे तू प्यार बढा के मैं एक बादल आवारा
itna na mujhse tu pyar badha
ki mai ek badal aawara
kaise kisi ka sahara banu ki
mai khud beghar bechara
itna na mujhse tu pyar badha
ki mai khud beghar bechara
kaise kisi ka sahara banu
ki mai khud bechara

arman tha gulshan par barsu
ek shokh ke daman par barsu
armaan tha gulshan par barsu
ek shokh ke daman par barsu
afsos jali mitti pe mujhe
takdir ne meri de mara
itna na mujhse tu pyar badha
ki mai ek badal aawara
kaise kisi ka sahara banu
ki mai khud bechara

madhosh humesha rehta hu
khamosh hu sab kuchh kehta hu
madhosh humesha rehta hu
khamosh hu sab kuchh kehta hu
koi kya jane mere sine mein hai
bijli ka bhi angara
itna na mujhse tu pyar badha
ki mai ek badal aawara
kaise kisi ka sahara banu
ki mai khud beghar bechara
itna na mujhse tu pyar badha
ki mai ek badal aawara
kaise kisi ka sahara banu
ki mai khud beghar bechara








lyrics of song Itna Na Mujhse Tu Pyar Badha, Ke Main Ek Badal Aawara (Male)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films