Video of this song from youtube
Itnaa Bata Do - इतना बता दो
thumb coming soon

3.50 - 2 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Itnaa Bata Do - इतना बता दो
jiska khyaal hai mujhe, usko bhi khyaal hai
mere liye yahi sawaal, sabse bada sawaal hai

itna bata do mujhe, itna bata do
itna bata do mujhe, itna bata do
mere jiwan sathi
mere jiwan sathi ho ki nahi ho
itna bata do mujhe, itna bata do
itna bata do mujhe, itna bata do

tumhaare dil me jagah mere liye hai ke nahi
kabhi uthti ye nigaah mere liye hai ke nahi
yaad mujhe karte kabhi
yaad mujhe karte kabhi ho ki nahi ho
mere jiwan sathi
mere jiwan sathi ho ki nahi ho
itna bata do mujhe, itna bata do
itna bata do mujhe, itna bata do

hans ke milne ki adaa, milke hanse ki adaa
hans ke milne ki adaa, milke hanse ki adaa
pyaar mai samjhu ya nahi samjhu
tumhi kaho main samjhu kya

bujhne waale to nahi dil me jalte ye deeye
ek lamhe ko ho tum ki humesa ke lliye
jindgi bhar ki khushi
jindgi bhar ki khushi ho ki nahi ho
mere jiwan sathi
mere jiwan sathi ho ki nahi ho
itna bata do mujhe, itna bata do
itna bata do mujhe, itna bata do

mere jiwan sathi
mere jiwan sathi ho ki nahi ho
itna bata do mujhe, itna bata do
itna bata do mujhe, itna bata do
lyrics of song Itnaa Bata Do
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films