Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.67 - 3 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Jaa Maine Tose Ruth Gayi - जा मैं तोसे रूठ गई
ja main tose ruth gayi
are ja main tose ruth gayi
aaj mohabbat tut gayi
aaj mohabbat tut gayi
ja main ja main ja main ha ha
ja main tose ruth gayi
are ja main tose ruth gayi

main thahri nadan bawariya
main thahri nadan bawariya
mat ban tu anjan sanwariya
ye teri beiman najariya
mera sab kuch lut gayi
ja main ja main ja main ha ha
ja main tose ruth gayi
o ja main tose ruth gayi

chain ganwaya nind ganwayi
chain ganwaya nind ganwayi
kaahe tose preet lagayi
nikla kaisa tu harjai
meri kismat fut gayi
ja main ja main ja main haye re
ja main tose ruth gayi, ja ja
ja main tose ruth gayi

mar gayi main to laaj sharam ke
mar gayi main to laaj sharam ke
parda uth gaya aaj bharam ke
accha hua din raat ke gham se
meri jaan chhut gayi
ja main ja main ja main haye re
ja main tose ruth gayi
are ja main tose ruth gayi
aaj mohabbat tut gayi
aaj mohabbat tut gayi
ja main ja main ja main ha ha
ja main tose ruth gayi
are ja main tose ruth gayi
lyrics of song Jaa Maine Tose Ruth Gayi
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Mil Gayee Manzil Mujhe (1989)
Mithun Chakraborty, Moon Moon Sen, Kalpana Iyer, Urmila Bhatt, Shakti Kapoor, Girish Karnad, Mazhar Khan, Amrish PuriLata Mangeshkar, Asha Bhosle, Shailendra Singh, Kishore KumarAnand BakshiR D BurmanMoin AmjadShantilal J.SopariwalaMil Gayee Manzil Mujhe at IMDB      Mil Gayee Manzil Mujhe at WikipediaMil Gayee Manzil Mujhe at YouTube     |    Mil Gayee Manzil Mujhe at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type