Video of this song from youtube
Jaa Parwane Ja Kahi Shama Jal Rahi Hai - जा परवाने जा कहीं शमा जल रही है
SingerMukesh, Hamida Banu
Music byBulo C Rani
LyricistPandit Indra
Actor
Category
MovieRajputani (1946)
Lyrics of Jaa Parwane Ja Kahi Shama Jal Rahi Hai - जा परवाने जा कहीं शमा जल रही है
ja parwane ja ja, ja parwane ja
kahi shama jal rahi hai, kahi shama jal rahi hai
ja re bhawre ja, ja re bhawre ja
kahi kali khil rahi hai, kahi kali khil rahi hai
ja parwane ja ja, ja parwane ja
pankh kate hai parwane ke, pankh kate hai parwane ke
aur shama hai dur, aur shama hai dur
jalne ko bechain hai phir bhi, jalne ko bechain hai phir bhi
udne se majbur, udne se majbur
ja parwane ja, ja parwane ja
kahi hawa chal rahi hai, kahi hawa chal rahi hai
ja parwane ja ja parwane ja
ye to shama ki reet purani, ye to shama ki reet purani
jal jal ke bujh jaye, jal jal ke bujh jaye
parwane ki preet diwani, parwane ki preet diwani
hans hans pankh jalaye, hans hans pankh jalaye
gaa diwane ga ga diwane ga, kahi aankh dhal rahi hai
kahi aankh dhal rahi hai, ja parwane ja

Comments on song "Jaa Parwane Ja Kahi Shama Jal Rahi Hai"
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

Beauitfully sung old duet revives sweet old memories