Video of this song from youtube
Jaadugar Jaadugar Jaadu Chalaake - जादूगर जादूगर जादू चलाके
SingerUdit Narayan
Music byRam Laxman
LyricistRavinder Rawal
Actor
Category
MovieDulhan Banoo Main Teri (1999)
Lyrics of Jaadugar Jaadugar Jaadu Chalaake - जादूगर जादूगर जादू चलाके
jadugar jadugar jadu chala ke
jadugar jadugar jadu chala ke
chhod na jana hume apna bana ke
aankho ke raste se dil me sama ke
aankho ke raste se dil me sama ke
chhod na jana hume apna bana ke
jadugar jadugar jadu chala ke
ek pal na raha jaye bin tere o sanam mere
ek pal na raha jaye bin tere o sanam mere
hai mubarak pade meri zindagi me kadam tere
jadugar jadugar jaadu chala ke
jadugar jadugar jaadu chala ke
chhod na jana hume apna bana ke
jadugar jadugar jaadu chala ke
ai meri zindagi ki khushi dekh mujhse bichhadna nahi
ai meri zindagi ki khushi dekh mujhse bichhadna nahi
tu hai kismat meri janeja banke ab tu bigadna nahi
jadugar jadugar jadu chala ke
jadugar jadugar jadu chala ke
chhod na jana hume apna bana ke
jadugar jadugar jadu chala ke
teri baho ke bandhan me umr sari gujar jaye
teri baho ke bandhan me umr sari gujar jaye
khwab jaisi lage zindagi sari duniya simat aaye

Comments on song "Jaadugar Jaadugar Jaadu Chalaake"
420punamshah on Saturday, March 19, 2011
@DonNeverGivesUp yeh video mai bohat pehle banai thi,ishiliye utna acha
nahi hai,lekin song achi lagi mujhe toh mai sochi kyuna aapko dedicate
kardu :) thank god aapko acha laga !!!!!!!! btw mai toh rajpal jaisa chota
thofa banai thi lekin aapko amitabh jaisa bada thofa laga lol

DonNeverGivesUp on Saturday, March 19, 2011
@420punamshah lol bada toofa iss liye laga, kyun ke tumne banaya isse :)
@420punamshah lol bada toofa iss liye laga, kyun ke tumne banaya isse :)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

yeh chota nahin bahut bada toofa hai punam , yeh vid toh maine pehle dekhi
hi nahin ;p aur tumne mujhe dedicate kiya tha, arey kamse kam batana toh
chahiye na yaar, share he kar leti ;p anyway's superb video an song is my
favourite all star's 4 u