Video of this song from youtube
Advertisement
Jaan Me Hai Jaan Jab Tak - जान में है जान जब तक
Lyrics of Jaan Me Hai Jaan Jab Tak - जान में है जान जब तक
jaan me hai jaan jab tak dam me jab tak dam rahe
jaan me hai jaan jab tak dam me jab tak dam rahe
tab talak ae dost apni dosti kayam rahe
tab talak ae dost apni dosti kayam rahe
jaan me hai jaan, jaan me hai jaan

humne jine ka naya andaz paya yaar se
pyar jitna bhi kamaya hai khamaya hai yaar se
hath duniya se milaya, dil milaya yaar se
ab na karna tu juda o khudaya yaar se
aa gaya hai yaar keh do ab na dil me gam rahe
tab talak ae dost apni dosti kayam rahe
tab talak ae dost apni dosti kayam rahe
jaan me hai jaan, jaan me hai jaan

ye duaa hai yaar apna sath chuthe na kabhi
chahe tute aasma yari na ye tute kabhi
is jahan me koi apna pyar na lute kabhi
rab agar ruthe to ruthe yaar na ruthe kabhi
yaar ke didar ki chahat hume har dam rahe
tab talak ae dost apni dosti kayam rahe
tab talak ae dost apni dosti kayam rahe

jaan me hai jaan jab tak dam me jab tak dam rahe
jaan me hai jaan jab tak dam me jab tak dam rahe
tab talak ae dost apni dosti kayam rahe
tab talak ae dost apni dosti kayam rahe
dosti kayam rahe, dosti kayam rahe, dosti kayam rahe
dosti kayam rahe, dosti kayam rahe, dosti kayam rahe
lyrics of song Jaan Me Hai Jaan Jab Tak
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement