jaan tan se tan jaa se
jaan tan se tan jaa se
hum aise janejaa tumse
pyar karte hai
aankh ko kiran sans ko pawan
aankh ko kiran sans ko pawan
jine ko tum jaruri ikrar karte hain
jaan tan se tan jaa se
dil lgaya nahi jata khud lag jata hai
pyar jagaya nahi jata khud jag jata hai
kahte hai jisko mohabbat
wo to khuda ki hai nemmat
samne sare jaha ke izhaar karte hai
jaan tan se tan jaa se
hum aise janejaa tumse
pyar karte hai
prem ka puja bankar
rab jaisa tera chehara
tere sar maine dekha
apne pyar ka shera
sapno me thi jo murat
teri wahi hai surat
bandagi hum teri swikar karte hain
jaan tan se tan jaa se
hum aise janejaa tumse
pyar karte hai
This song is sung by Asha Bhonsley and also by Kishore Kumar in the movie. It is from Diljala released in 1987 starring Jackie Shroff, Tanuja and Farah. The first movie in which Jackie shaved his off moustaches, sorry the movie failed at the box office.